SEARCH RESULTS
Showing search results for "tahir-faraz"
Ghazal MATCHES FOR "tahir-faraz"
Ghazal
Gazal hii rah ga.ii taahir-'faraaz' apne liye
jahaan me.n ko.ii aisaa bhii be-asaas na ho
Tahir Faraz
Ghazal
barf sii raat ye ma.asuum ku.nvaarii baate.n
dhuup ugte hii pighal jaa.e.ngii saarii baate.n
Tahir Faraz
Ghazal
goshe badal badal ke har ik raat kaaT dii
kachche makaa.n me.n ab ke bhii barsaat kaaT dii
Tahir Faraz
Ghazal
ajiib ham hai.n sabab ke baGair chaahte hai.n
tumhe.n tumhaarii talab ke baGair chaahte hai.n
Tahir Faraz
Ghazal
dard KHaamosh rahaa TuuTtii aavaaz rahii
merii har shaam tirii yaad kii hamraaz rahii
Tahir Faraz
Ghazal
taariikiyo.n ne KHud ko milaayaa hai dhuup me.n
saaya jo shaam kaa nazar aaya hai dhuup me.n
Tahir Faraz
Ghazal
mere aa.nsuu tirii aa.nkho.n se agar mil jaa.e.n
jitne murjhaa.e hu.e phuul hai.n sab khil jaa.e.n
Tahir Faraz
Ghazal
kaise maanuu.n ki zamaane kii KHabar rakhtii hai
gardish-e-vaqt to bas mujh pe nazar rakhtii hai
Tahir Faraz
Ghazal
jo tere hote hu.e zindagii shikast hu.ii
mirii shikast se pahle tirii shikast hu.ii
Tahir Faraz
Ghazal
Tahir Faraz
Ghazal
kahii.n KHuluus kii KHushbuu mile to ruk jaa.uu.n
mire liye ko.ii aa.nsuu khile to ruk jaa.uu.n