SEARCH RESULTS
Showing search results for "tahriif"
Ghazal MATCHES FOR "tahriif"
Ghazal
taasiir ke liye jahaa.n tahriif kii ga.ii
ik jhol bas vahii.n pe fasaane me.n rah gayaa
Hafeez Merathi
Ghazal
ik harf bhii tahriif-zada ho to dikhaa.e
le aa.e uThaa kar ko.ii qur.aan kahii.n kaa
Iftikhar Raghib
Ghazal
agar Galat hai jo kuchh us ne mujh se aa ke kahaa
to ye jasaarat-e-tahriif-e-raazdaa.n hogii
Shaad Aarfi
Ghazal
jis baat ko sun kar tujhe takliif hu.ii hai
duniyaa me.n usii baat kii taariif hu.ii hai
Waqar Vasiqi
Ghazal
is kii vo jaane use paas-e-vafaa thaa ki na thaa
tum 'faraaz' apnii taraf se to nibhaate jaate
Ahmad Faraz
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
laakh talvaare.n ba.Dhii aatii ho.n gardan kii taraf
sar jhukaanaa nahii.n aataa to jhukaa.e.n kaise
Waseem Barelvi
Ghazal
ab kii jo raah-e-mohabbat me.n uThaa.ii takliif
saKHt hotii hame.n manzil kabhii aisii to na thii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
yaad kar ke aur bhii takliif hotii thii 'adiim'
bhuul jaane ke sivaa ab ko.ii bhii chaaraa na thaa
Adeem Hashmi
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
ab tak to dil kaa dil se ta.aaruf na ho sakaa
maanaa ki us se milnaa milaanaa bahut hu.aa
Ahmad Faraz
Ghazal
aasmaano.n kii taraf phe.nk diyaa hai mai.n ne
chand miTTii ke charaaGo.n ko sitaara kar ke