SEARCH RESULTS
Showing search results for "taire"
Ghazal MATCHES FOR "taire"
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
ai taa.ir-e-laahautii us rizq se maut achchhii
jis rizq se aatii ho parvaaz me.n kotaahii
Allama Iqbal
Ghazal
vaqt tirii judaa.ii kaa itnaa taviil ho gayaa
dil me.n tire visaal ke jitne the zaKHm bhar ga.e
Adeem Hashmi
Ghazal
aaj is soz-e-tasavvur kii KHushii me.n ai dost
taa.ir-e-sabr ko aazaad kiyaa hai mai.n ne
Jaun Eliya
Ghazal
tirchhii nigah se taa.ir-e-dil ho chukaa shikaar
jab tiir kaj pa.De to u.Degaa nishaana kyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
taa.ir-e-yaad ko kam thaa shajar-e-dil varna
be-sabab tark-e-sukuunat nahii.n kii jaa saktii
Jamal Ehsani
Ghazal
kaun saa taa.ir-e-gum-gashta use yaad aayaa
dekhtaa bhaaltaa har shaaKH ko sayyaad aayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
u.Dte u.Dte hii bikhar jaa.e.n par-o-baal ai kaash
taa.ir-e-jaa.n ko tah-e-daam na hone duu.ngaa
Sabir Zafar
Ghazal
lagtaa nahii.n kahii.n bhii miraa dil tire baGair
dono.n jahaa.n nahii.n mire qaabil tire baGair
Nadir Shahjahanpuri
Ghazal
chhup rahaa hai qafas-e-tan me.n jo har taa.ir-e-dil
aa.nkh khole hu.e shaahiin-e-nazar kis kaa hai
Ameer Minai
Ghazal
ham bhii the terii navaa.o.n me.n shariik
taa.ir-e-naGma-saraa yaad nahii.n
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
agarche mere nasheman kaa kar rahaa hai tavaaf
mirii navaa me.n nahii.n taa.ir-e-chaman kaa nasiib
Allama Iqbal
Ghazal
guzar hai kaisii fazaa.o.n se aaj taa.ir-e-ishq
ki zer-e-baazuu-e-parvaaz ab KHalaa bhii nahii.n
Pirzada Qasim
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
zaraa zulf ko sambhaalo miraa dil dha.Dak rahaa hai
ko.ii aur taa.ir-e-dil tah-e-daam aa na jaa.e
Habib Jalib
Ghazal
zindagii taa.ir-e-sahraa thii ba-shauq-e-parvaaz
zindagii said-e-tah-e-daam hu.ii jaatii hai
Jameel Mazhari
Ghazal
apne ash.aar kaa ai 'barq' na kyuu.n shohra ho
saath hai.n taa.ir-e-mazmuu.n ke u.Daane vaale