SEARCH RESULTS
Showing search results for "takhmiine"
Ghazal MATCHES FOR "takhmiine"
Ghazal
apne andaaz se andaaza lagaayaa sab ne
mujh ko yaaro.n ne Galat kar liyaa taKHmiine me.n
Haneef Kaifi
Ghazal
kar rahe the ishq me.n suud o ziyaa.n kaa vo hisaab
un ke taKHmiine ne meraa dard bhii kam kar diyaa
Nomaan Shauque
Ghazal
Galat the saare vo miizaa.n fareb taKHmiine
hamaare saare gumaano.n ko le u.Dii hai havaa
Ayaz Rasool Nazki
Ghazal
go yaqiinii to nahii.n the mere taKHmiine magar
jo tujhe pesh aayaa us kaa kuchh mujhe andaaza thaa
Saleem Ahmed
Ghazal
huuk kitnii soz kitnaa Tiis kitnii dil me.n hai
ai mataa-e-zaKHm tuu ab yuu.n na taKHmiine lagaa
Akhtar Hashmi
Ghazal
jab bhii takmiil-e-mohabbat kaa KHayaal aataa hai
mujh ko apne hii KHayaalo.n pe ha.nsii aatii hai
Sudarshan Faakir
Ghazal
ko.ii pukaartaa hai har ik haadse ke saath
taKHliiq-e-kaa.enaat-e-digar kar rahe hai.n ham
Rais Amrohvi
Ghazal
takmiil-e-aarzuu se hai takmiil-e-zindagii
kyuu.nkar ho zindagii mirii kaamil tire baGair
Nadir Shahjahanpuri
Ghazal
nazar ko jur.at-e-takmiil-e-bandagii na hu.ii
tavaaf-e-kuucha-e-dil-daar kar ke chho.D diyaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
mujhe allaah kii qasam sher me.n tahsiin-e-butaa.n
mai.n jo kartaa huu.n merii zaat nahii.n hotii hai
Hafeez Jalandhari
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
pahle na ko.ii ramz-e-suKHan thii na kinaaya
ab nuqta-e-takmiil-e-hunar mehvar-e-fan tuu
Mohsin Naqvi
Ghazal
khulii vo zulf to pahlii hasiin raat hu.ii
uThii vo aa.nkh to taKHliiq-e-kaa.enaat hu.ii
Abdul Hamid Adam
Ghazal
shaikast-e-shauq ko takmiil-e-aarzuu kahiye
jo tishnagii ho to paimaana-o-subuu kahiye
Ali Sardar Jafri
Ghazal
dil rasm-o-rah-e-shauq se maanuus to ho le
takmiil-e-tamannaa ke liye umr pa.Dii hai
Qabil Ajmeri
Ghazal
namuuna hai takmiil-e-husn-e-suKHan kaa
guhar baari-e-tabaa-e-hasrat nahii.n hai