SEARCH RESULTS
Showing search results for "takhmiine"
Nazm MATCHES FOR "takhmiine"
Nazm
bint-e-himala
KHalvat-e-mahr daraKHshaa.n thii tire siine me.n
terii taabaaniyaa.n aatii na thii.n taKHmiine me.n
Parvez Shahidi
Nazm
tashkil-e-sheristan ke baad
aam taKHmiine ke ruu se un kii ta.adaad-o-shumaar
tuul-o-arz-e-mulk me.n thii do karo.D iksaTh hazaar
Raza Naqvi Vahi
Nazm
wirsa
ilm suulii pe cha.Dhaa tab kahii.n taKHmiina banaa
zahr sadiyo.n ne piyaa tab kahii.n naushiina banaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
sab jaante hain ilm se hai zindagi ki ruh
sarmaa.e me.n kamii thii sahaaraa ko.ii na thaa
sayyad kaa dil thaa darpai takmiil-e-intizaam
Akbar Allahabadi
Nazm
chhabbis january
jo muztarib thii dil me.n vo aarzuu bar aa.ii
takmiil-e-aarzuu ne dil kii KHalish miTaa.ii
Tilok Chand Mahroom
Nazm
doraha
lazzat-e-aariz-o-lab saa.at-e-takmiil-e-visaal
merii taqdiir me.n hai aur tirii baat me.n hai
Mustafa Zaidi
Nazm
baba guru-nanak dev
baaGbaa.n jo the vo KHud the mahv-e-taKHriib-e-chaman
al-Garaz big.Dii hu.ii thii anjuman kii anjuman
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Nazm
mazdur
haDDiyo.n me.n tez chalne se chaTaKHne kii sadaa
dard me.n Duubii hu.ii majruuh TaKHne kii sadaa
Seemab Akbarabadi
Nazm
wahi
'aql-e-be-maaya imaamat kii sazaa-vaar nahii.n
raahbar ho zan-o-taKHmii.n to zubuu.n kaar-e-hayaat
Allama Iqbal
Nazm
iqbaal ka sher
ilhaam me.n takmiil-e-haqiiqat kii adaa.e.n
shaahiin kii parvaaz mujaahid kii navaa.e.n
Maikash Akbarabadi
Nazm
id
merii jaanib se sahii tahriik-e-takmiil-e-vafaa
lekin is ko aap kii taa.iid honii chaahiye