SEARCH RESULTS
Showing search results for "tamaacha"
Ghazal MATCHES FOR "tamaacha"
Ghazal
us ne sochaa hii nahii.n thaa kabhii aisaa hogaa
vaqt kaa us ke bhii mu.nh par ye tamaacha hogaa
Ali Asar Bandvi
Ghazal
raat-din piichhe lag rahtaa hai saaya saa mire
be-tahaasha bad-havaasaa ik tasavvur aap kaa
Dinesh Kumar Drouna
Ghazal
chamak dekho mire chehre pe aise hii nahii.n aa.ii
tumhaarii yaad maare hai tamaacha gaal par mere
Yashvardhan Mishra
Ghazal
bas ik nigaah se luTtaa hai qaafila dil kaa
so rah-ravaan-e-tamannaa bhii Dar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
aashiqii sabr-talab aur tamannaa betaab
dil kaa kyaa rang karuu.n KHuun-e-jigar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
baaziicha-e-atfaal hai duniyaa mire aage
hotaa hai shab-o-roz tamaashaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
ab mirii diid kii duniyaa bhii tamaashaa.ii hai
tuu ne kyaa mujh ko mohabbat me.n banaa rakkhaa hai
Hakeem Nasir
Ghazal
ye husn-o-jamaal un kaa ye ishq-o-shabaab apnaa
jiine kii tamannaa hai marne kaa zamaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
tum ko jahaan-e-shauq-o-tamannaa me.n kyaa milaa
ham bhii mile to darham o barham mile tumhe.n
Jaun Eliya
Ghazal
is tamaashe me.n ulaT jaatii hai.n aksar kashtiyaa.n
Duubne vaalo.n ko zer-e-aab mat dekhaa karo
Ahmad Faraz
Ghazal
sarfaroshii kii tamannaa ab hamaare dil me.n hai
dekhnaa hai zor kitnaa baazuu-e-qaatil me.n hai