SEARCH RESULTS
Showing search results for "tanqiis"
Ghazal MATCHES FOR "tanqiis"
Ghazal
aadat sii pa.D ga.ii hai jo tanqiis kii mujhe
kii.De nikaaltaa huu.n mai.n apne vajuud me.n
Jahangeer nayab
Ghazal
dushmano.n me.n bhii mahaasin kar talaash
ham-nafas tanqiis ke pahluu na Dhuu.nDh
Habab Tirmizi
Ghazal
jii bhar ke dil kii maut pe rone diyaa use
pursaa diyaa na sabr kii talqiin ham ne kii
Iqbal Sajid
Ghazal
tanqiid-e-husn maslahat-e-KHaas-e-ishq hai
ye jurm gaah gaah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
saaqii-ba-jalva dushman-e-iimaan-o-aagahii
mutrib ba-naGma rahzan-e-tamkiin-o-hosh hai
Mirza Ghalib
Ghazal
bigaa.D par hai jo tanqiid sab bajaa lekin
tumhaare hisse ke jo kaam the sa.nvaare bhii
Amjad Islam Amjad
Ghazal
terii dastaar pe tanqiid kii himmat to nahii.n
apnii paa-posh ko qaaliin kahaa hai mai.n ne
Rahat Indori
Ghazal
go umr basar us kii tahqiiq me.n kii to bhii
maahiyyat-e-aslii ko apnii na zaraa jaanaa
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
jaarii hai apnii zaat pe tahqiiq aaj-kal
mai.n bhii KHalaa pe ek theory banaa.uu.ngaa
Umair Najmi
Ghazal
unhe.n ehsaas-e-tamkii.n ho kahii.n aisaa na ho jaa.e
jo honaa ho abhii ai jur.at-e-rindaana ho jaa.e
Hafeez Jalandhari
Ghazal
Qabil Ajmeri
Ghazal
auro.n kii buraa.ii ko na dekhuu.n vo nazar de
haa.n apnii buraa.ii ko parakhne kaa hunar de
Khaleel Tanveer
Ghazal
kaun phir aise me.n tanqiid karegaa tujh par
sab tire jubba-o-dastaar me.n kho jaate hai.n