SEARCH RESULTS
Showing search results for "tanveer ahmad alvi"
Ghazal MATCHES FOR "tanveer ahmad alvi"
Ghazal
zehn zinda hai magar apne savaalaat ke saath
kitne uljhaa.o hai.n zanjiir-e-rivaayaat ke saath
Tanveer Ahmad Alvi
Ghazal
ajiib shaKHs hai patthar se par banaataa hai
dayaar-e-sa.ng me.n shiisha kaa ghar banaataa hai
Tanveer Ahmad Alvi
Ghazal
KHvaab to KHvaab hai ta.abiir badal jaatii hai
dil ke aa.iine me.n tasviir badal jaatii hai
Tanveer Ahmad Alvi
Ghazal
dil ke bhuule hu.e afsaane bahut yaad aa.e
zindagii tere sanam-KHaane bahut yaad aa.e
Tanveer Ahmad Alvi
Ghazal
mirii Gazal jo na.e saaz se ibaarat hai
mire nafas mirii aavaaz se ibaarat hai
Tanveer Ahmad Alvi
Ghazal
kyaa zaruurii hai ko.ii be-sabab aazaar bhii ho
sa.ng apne liye shiishe kaa talabgaar bhii ho
Tanveer Ahmad Alvi
Ghazal
Tanveer Ahmad Alvi
Ghazal
mil bhii jaataa jo kahii.n aab-e-baqaa kyaa karte
zindagii KHud bhii thii jiine kii sazaa kyaa karte
Tanveer Ahmad Alvi
Ghazal
lamha-dar-lamha guzartaa hii chalaa jaataa hai
vaqt KHushbuu hai bikhartaa hii chalaa jaataa hai
Tanveer Ahmad Alvi
Ghazal
Tanveer Ahmad Alvi
Ghazal
Tanveer Ahmad Alvi
Ghazal
ye baat dasht-e-vafaa kii nahii.n chaman kii hai
chaman kii baat bhii zaKHmo.n ke pairahan kii hai
Tanveer Ahmad Alvi
Ghazal
fishaar-e-husn se aaGosh-e-ta.ng mahke hai
sabaa ke lams se phuulo.n kaa rang mahke hai
Tanveer Ahmad Alvi
Ghazal
Tanveer Ahmad Alvi
Ghazal
vo raqs kahaa.n aur vo tab-o-taab kahaa.n hai
vo sajda-e-shauq aur vo mehraab kahaa.n hai
Tanveer Ahmad Alvi
Ghazal
kamand-e-halqa-e-guftaar to.D dii mai.n ne
ki mohr-e-dast-e-qalamkaar to.D dii mai.n ne
Tanveer Ahmad Alvi
Ghazal
bazm-e-jaa.n phir nigah-e-tauba-shikan maa.nge hai
lams sho.ale kaa to KHushbuu kaa badan maa.nge hai
Tanveer Ahmad Alvi
Ghazal
tishna-e-zaKHm na rahne de badan ko 'ahmad'
aisii talvaar sar-e-shahr uchhaalii jaa.e