SEARCH RESULTS
Showing search results for "tapan"
Ghazal MATCHES FOR "tapan"
Ghazal
phuul ke gird phiro baaG me.n maanind-e-nasiim
misl-e-parvaana kisii sham-e-tapaa.n tak aa.o
Ali Sardar Jafri
Ghazal
mire lahuu me.n hai barq-e-tapaa.n kaa jazb-o-gurez
tire subuu me.n mai-e-zindagii na zahr-e-ajal
Ahmad Faraz
Ghazal
ye hukm hai rahe muTThii me.n band sail-e-nasiim
ye zid hai bahr-e-tapaa.n kuuza-e-kuhan me.n rahe
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Arsh Malsiyani
Ghazal
Jameeluddin Aali
Ghazal
bijlii ke chamakne me.n kahaa.n ishq kii garmii
vo shola-e-larzaa.n-o-tapaa.n aur hii kuchh hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
gesuu-e-KHamdaar me.n ash.aar-e-tar kii ThanDake.n
aatish-e-ruKHsaar me.n qalb-e-tapaa.n kaa iltihaab
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Raghib Muradabadi
Ghazal
ye jahaa.n baargah-e-ritl-giraa.n hai saaqii
ik jahannam mire siine me.n tapaa.n hai saaqii
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
Sirajuddin Zafar
Ghazal
zaalim ye bazm-e-husn kaa achchhaa rivaaj hai
tuu sham.a ho ke bhii na jale mai.n tapaa.n rahuu.n
Muztar Khairabadi
Ghazal
vo jo ho.nTo.n pe tapan sii thii vo merii zid thii
vo jo dariyaa.o.n pe pahraa thaa miraa apnaa thaa
Kaifi Wijdani
Ghazal
kis se kahiye ki ba-ii.n fikr miraa taar-e-vajuud
zaKHma-e-Gaib se larzaa.n o tapaa.n hai ab tak
Josh Malihabadi
Ghazal
usii Daalii pe apnaa aashiyaa.n hai
ta.Daptii jis jagah barq-e-tapaa.n hai
Sudarshan Kumar Vuggal
Ghazal
dil kyuu.n tapaa.n hai kuucha-e-dildaar dekh kar
aage ba.Dhuu.ngaa charKH kii raftaar dekh kar
Saqib Lakhnavi
Ghazal
phir rah-e-ishq vahii zaad-e-safar maa.nge hai
vaqt phir qalb-e-tapaa.n diida-e-tar maa.nge hai
Saghar Nizami
Ghazal
masjid ho KHaraabaat ho yaa kuu-e-butaa.n ho
is qalb-e-tapaa.n ko kahii.n aaraam nahii.n hai