SEARCH RESULTS
Showing search results for "tarasne"
Ghazal MATCHES FOR "tarasne"
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
mai.n vahii dasht hamesha kaa tarasne vaalaa
tuu magar kaun saa baadal hai barasne vaalaa
Saqi Faruqi
Ghazal
kyaa vasl kii saa.at ko tarasne ke liye thaa
dil shahr-e-tamannaa tire basne ke liye thaa
Muzaffar Hanfi
Ghazal
Tanvir Dehlvi
Ghazal
in nigaaho.n me.n tarasne kii sii kaifiyyat hai
taaqat-e-pursish-e-biimaar kahaa.n se laa.uu.n
Shaz Tamkanat
Ghazal
mere naGmo.n ko sar-e-bazm tarasne vaalo
be-sadaa kyuu.n hai miraa saaz kaho to kah duu.n
Kausar Siwani
Ghazal
rahte the ham-aaGosh javaanii me.n buto.n se
is piirii ke aate hii tarasne lage mas ko
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Ghazal
dhuup ke shahr me.n baadal ko tarasne vaalo
aaj baarish nahii.n hogii ye KHabar aa.ii hai
Ghayas Mateen
Ghazal
jaa ke pardes me.n ulfat ko tarasne ke sivaa
aur hijrat se milaa kyaa vo bataa.e.n ham ko
Syed Shariq Aks
Ghazal
phir bhar rahaa huu.n KHaama-e-mizhgaa.n ba-KHuun-e-dil
saaz-e-chaman taraazi-e-daamaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
zamaana vaardaat-e-qalb sun.ne ko tarastaa hai
isii se to sar aa.nkho.n par miraa diivaan lete hai.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
is tamaashe me.n ulaT jaatii hai.n aksar kashtiyaa.n
Duubne vaalo.n ko zer-e-aab mat dekhaa karo
Ahmad Faraz
Ghazal
yahii dil thaa ki tarastaa thaa maraasim ke liye
ab yahii tark-e-ta.alluq ke bahaane maa.nge
Ahmad Faraz
Ghazal
ham taraste hii taraste hii taraste hii rahe
vo falaane se falaane se falaane se mile