SEARCH RESULTS
Showing search results for "tarfain"
Ghazal MATCHES FOR "tarfain"
Ghazal
mazaa yahii hai ki tarfain se hu.e be chiinii
mire ta.Dapne ne un ko bhii be-qaraar kiyaa
Munni Bai Hijab
Ghazal
vaqt fursat de to mil baiThe.n kahii.n baaham do dam
ek muddat se dilo.n me.n hasrat-e-tarfain hai
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
Shehzad Anjum Burhani
Ghazal
Alimullah
Ghazal
ye jaan kar kiyaa gayaa hai ‘ahd-e-dostii
tarfain ke 'ilaaqo.n me.n amn-o-amaa.n rahe
Kashish Sandelvi
Ghazal
suurat-e-dil ba.De shahro.n me.n rah-e-yak-tarfa
jaane vaalo.n ko bahut yaad kiyaa kartii hai
Jamal Ehsani
Ghazal
KHuu ne tirii afsurda kiyaa vahshat-e-dil ko
maashuuqii o be-hauslagii tarfa balaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Naz Khialvi
Ghazal
tuu mujhe yaad kare aisaa tariiqa nikle
merii yak-tarfa mohabbat kaa natiija nikle
Ibrahim Ali Zeeshan
Ghazal
ik-tarfa mohabbat me.n din-raat ta.Dapte hai.n
jo log mohabbat me.n iz.haar nahii.n karte
Irfan Abid
Ghazal
aazaar-o-aziyyat hai yak-tarfa mohabbat bhii
ik turfa qayaamat hai yak-tarfa mohabbat bhii
Waqar Sahar
Ghazal
yak-tarfa mohabbat kaa KHasaaraa hai muqaddar
tujh KHvaab kii ta.abiir bataa dii hai chalaa jaa
Shozeb Kashir
Ghazal
tarfa-e-sohbat hai ki suntaa nahii.n tuu ek mirii
vaaste tere sunaa mai.n ne sunaa kyaa kyaa kuchh
Meer Taqi Meer
Ghazal
Lateef Sahil
Ghazal
ek-tarfa bhii nibhaate hai.n nibhaane vaale
tujh se do-tarfa mohabbat bhii nibhaa.ii na ga.ii