SEARCH RESULTS
Showing search results for "tarmiim"
Ghazal MATCHES FOR "tarmiim"
Ghazal
'siimaab' ijtihaad hai husn-e-talab miraa
tarmiim chaahtaa huu.n mazaaq-e-jamaal me.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
hai ab bhii vaqt zaahid tarmiim-e-zuhd kar le
suu-e-haram chalaa hai amboh-e-baada-KHvaaraa.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
kahii.n izaafa kahii.n hazf to kahii.n tarmiim
kahii.n kii ab vo mirii daastaa.n na rakhe.nge
Ghulam Murtaza Rahi
Ghazal
agar allaah kii vahdaaniyat tasliim karte ho
to phir insaan ko KHaano.n me.n kyuu.n taqsiim karte ho
Mehboob Rahi
Ghazal
mai.n is kahaanii me.n tarmiim kar ke laayaa huu.n
jo tum ko pahle sunaa.ii thii mustarad samho
Abid Malik
Ghazal
vafaa ke baab me.n tarmiim ho rahii hai 'Gazal'
hamaare baad ko.ii faisla hu.aa hai kyaa
Zakia Ghazal
Ghazal
us nigaah-e-naaz ne yuu.n raat-bhar tajsiim kii
sab charaaGo.n me.n baraabar raushnii taqsiim kii
Aurang zeb
Ghazal
junuu.n me.n 'aql kii tanziim karne lagtaa huu.n
mai.n apnii zaat ko do-niim karne lagtaa huu.n
Akash Arsh
Ghazal
is guftuguu kii tarz me.n tarmiim kiijiye
kab tak mai.n KHaamoshii se sunuu.n aap kii nahii.n
Pandit Vidya Ratan Aasi
Ghazal
ik farz hai taaziim-e-ravaayaat ba-har-taur
ik farz hai tarmiim-e-rivaayaat na karnaa
Karrar Noori
Ghazal
mai.n us ko miluu.ngii bhii to Tuk.Do.n me.n miluu.ngii
tasliim se pahle mujhe taqsiim karegaa
Manju Kachhawa Ana
Ghazal
bas yahii haasil hu.aa tarmiim kii tarmiim se
haasil-o-maqsuud me.n pahlii sii duurii rah ga.ii
Aftab Iqbal Shamim
Ghazal
guftuguu karte hai.n baaham jaam-o-paimaana abhii
qaabil-e-tarmiim hai aa.iin-e-mai-KHaana abhii
Shauq Bahraichi
Ghazal
Shabnam Naqvi
Ghazal
tere mahbuub kaa aa.iin hai ain-e-fitrat
is me.n tarmiim ke taalib ko pashemaa.n kar de
Ghubar Kiratpuri
Ghazal
ab hai nizaam-e-ishq me.n tarmiim kaa chalan
taaro.n kaa bhii shumaar nahii.n kar rahe hai.n log