SEARCH RESULTS
Showing search results for "tarse"
Ghazal MATCHES FOR "tarse"
Ghazal
barsaa bhii to kis dasht ke be-faiz badan par
ik umr mire khet the jis abr ko tarse
Parveen Shakir
Ghazal
Afzal Khan
Ghazal
ishq pahle bhii kiyaa hijr kaa Gam bhii dekhaa
itne ta.Dpe hai.n na ghabraa.e na tarse pahle
Ibn e Insha
Ghazal
tarse hu.e jazbo.n ko ab aur na tarsaa.o
tum shaane pe sar rakh do ham baaho.n me.n bhar jaa.e.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
Safi Aurangabadi
Ghazal
qatra-e-aab ko kab tak mirii dhartii tarse
aag lag jaa.e samundar me.n to paanii barse
Zahida Zaidi
Ghazal
vo tishnagii thii ki shabnam ko ho.nT tarse hai.n
vo aab huu.n ki muqayyad guhar guhar me.n rahuu.n
Ada Jafarey
Ghazal
tujhe bhii chain na aa.e qaraar ko tarse
chaman me.n rah ke chaman kii bahaar ko tarse
Qaisar Nizami
Ghazal
jo aa.ina-KHaana mirii hairat kaa sabab hai
mumkin hai mire baa'd mirii diid ko tarse
Ahmad Ashfaq
Ghazal
shor se paak shab-o-roz guzaare ghar me.n
ham ki tarse hii rahe ko.ii pukaare ghar me.n
Yunus Tahseen
Ghazal
kuchh is tarah se lagii aag baadbaano.n ko
ki Duubne ko bhii tarse jo kashtiyo.n me.n jale
Anwar Masood
Ghazal
ta.abiir ko tarse hu.e KHvaabo.n kii zabaa.n hai.n
tasviir ke ho.nTo.n pe jo boso.n ke nishaa.n hai.n
Abbas Rizvi
Ghazal
ye bhii dekhaa hai ki saaqii se milaa jaam magar
ho.nT tarse hu.e pahu.nche nahii.n paimaane tak