SEARCH RESULTS
Showing search results for "tas"
Ghazal MATCHES FOR "tas"
Ghazal
ab tak dil-e-KHush-fahm ko tujh se hai.n umiide.n
ye aaKHirii sham'e.n bhii bujhaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
hairat hai ek umr kii baarish ke baavajuud
aa.nkho.n me.n ko.ii shakl hai jo Tas se mas na ho
Ashu Mishra
Ghazal
tere badan ke taab se hai darmiyaa.n umas
lekin tujhe judaa karuu.n aisii umas nahii.n
Nivesh Sahu
Ghazal
tum ne bujhaa.ii bajtii hu.ii ba.nsiyo.n kii kuuk
mujh se mire vajuud ke taT taas chhiin kar
Nasir Shahzad
Ghazal
nahii.n Tas se mas hote dekhoge ham ko
raqiibo tumhaaraa bhii dam dekhte hai.n
Priyamvada Ilhan
Ghazal
Sultan Shakir Hashmi
Ghazal
dariyaa-dilii kii sun ke mai.n aaya thaa aas me.n
do ghuu.nT bhii mile na samundar ke taas me.n