SEARCH RESULTS
Showing search results for "taulii"
Ghazal MATCHES FOR "taulii"
Ghazal
Sabir Zafar
Ghazal
napii-tulii sii mohabbat lagaa ba.ndhaa saa karam
nibhaa rahe ho ta'alluq ba.De hisaab ke saath
Rehman Faris
Ghazal
KHud hii dikhaa.e KHvaab bhii tausii-e-shahr ke
jangal ko KHud hii chiiKH ke hushiyaar kar diyaa
Nomaan Shauque
Ghazal
sone kii taraazuu me.n miraa dard na taulo
imdaad se Gairat kaa guzaaraa nahii.n hotaa
Muzaffar Warsi
Ghazal
Ishrat Afreen
Ghazal
mashGuul hai.n safaa.ii-o-tausi-e-dil me.n ham
ta.ngii na is makaan me.n ho mehmaan ko
Ahmad Javaid
Ghazal
a.ng.Daa.iyaa.n letii hai tamannaa tirii dil me.n
shiishe me.n parii naaz ke par taul rahii hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
jab bhii taulaa be-niyaazii kii taraazuu me.n use
vo bhii niklaa zabt ke idraak se bichh.Daa hu.aa
Jamal Ehsani
Ghazal
mujhe Dhakii-chhupii in buujhii uljhano.n se milaa
jachii-tulii hu.ii ik saa.ns kaa bharosaa bhii
Majeed Amjad
Ghazal
Musavvir Firozpuri
Ghazal
taultii bhii rahii Doltii bhii rahii
kuchh idhar zindagii kuchh udhar zindagii
Imran Shamshad Narmi
Ghazal
logo tumhaare husn-e-muravvat ko kyaa hu.aa
miizaan-e-zar me.n taul rahe ho ta.alluqaat
Nusrat Siddiqui
Ghazal
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
kuchh shaan-e-kariimii ne is andaaz se taulaa
bhaarii hii rahaa diida-e-tar daaman-e-tar se