SEARCH RESULTS
Showing search results for "taultaa"
Ghazal MATCHES FOR "taultaa"
Ghazal
abhii to par bhii nahii.n taultaa u.Daan ko mai.n
bilaa-javaaz khaTaktaa huu.n aasmaan ko mai.n
Akhtar Usman
Ghazal
ruup kitne hii bhare.n kitne hii chehre badle.n
aa.iina aap ko apnii hii tarah taultaa hai
Rajesh Reddy
Ghazal
us kii baate.n samajh rahaa huu.n mai.n
vo bhii lafzo.n me.n taultaa hai mujhe
Shakeel Gwaliari
Ghazal
badan ki u.Dne ko par taultaa parinda saa
kisii kamaan sii cha.Dhtii nadii javaanii kii
Abdullah Kamal
Ghazal
vo baadal hai to kyuu.n hai juu-e-kam-aab
samundar hai to kyuu.n par taultaa hai
Syed Amin Ashraf
Ghazal
taultaa thaa ik ko ik ashyaa-e-masraf kii tarah
dostii thii aur andaaz-e-nazar aisaa bhii thaa
Nashtar Khaanqahi
Ghazal
hiiro.n me.n taultaa hai vahii apne aap ko
jo mujh ko bahr-e-Gam se guhar rolne na de
Qazi Hasan Raza
Ghazal
baazaar-e-dil me.n dard kaa gaahak nahii.n ko.ii
miizaan-e-aarzuu me.n ziyaa.n taultaa huu.n mai.n
Imran-ul-haq Chauhan
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
zindagii tuu kab talak dar-dar phiraa.egii hame.n
TuuTaa-phuuTaa hii sahii ghar-baar honaa chaahiye
Munawwar Rana
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ham tauba kar ke mar ga.e be-maut ai 'KHumaar'
tauhiin-e-mai-kashii kaa mazaa ham se puuchhiye
Khumar Barabankavi
Ghazal
kii mire qatl ke baa'd us ne jafaa se tauba
haa.e us zuud-pashemaa.n kaa pashemaa.n honaa