SEARCH RESULTS
Showing search results for "tavaa"
Ghazal MATCHES FOR "tavaa"
Ghazal
vo muflisii ke din bhii guzaare hai.n mai.n ne jab
chuulhe se KHaalii haath tavaa bhii utar gayaa
Munawwar Rana
Ghazal
Bekal Utsahi
Ghazal
raah-e-hastii me.n hai ruKHsaar-e-sanam se zindagii
taaza-dam kartaa musaafir ko hai takiya raah kaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ki jaise taptaa tavaa aur buu.nd paanii kii
zamii.n pe ham bhii usii tarah chhan se aate hai.n
Farhat Ehsas
Ghazal
Amir Hamza Saqib
Ghazal
taa-qayaamat shab-e-furqat me.n guzar jaa.egii umr
saat din ham pe bhii bhaarii hai.n sahar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
tanhaa.ii kii ye kaun sii manzil hai rafiiqo
taa-hadd-e-nazar ek bayaabaan saa kyuu.n hai
Shahryar
Ghazal
kam nahii.n tama-e-ibaadat bhii to hirs-e-zar se
faqr to vo hai ki jo diin na duniyaa rakkhe
Ahmad Faraz
Ghazal
go daava-e-taqvaa nahii.n dargaah-e-KHudaa me.n
but jis se ho.n KHush aisaa gunahgaar nahii.n huu.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
shaam tanhaa.ii kii hai aa.egii manzil kaise
jo mujhe raah dikhaa de vahii taaraa na rahaa
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
KHizr-sultaa.n ko rakhe KHaaliq-e-akbar sarsabz
shaah ke baaG me.n ye taaza nihaal achchhaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
mumkin ho to ik taaza Gazal aur bhii kah luu.n
phir o.Dh na le.n KHvaab kii chaadar tirii aa.nkhe.n
Mohsin Naqvi
Ghazal
zahe vo dil jo tamannaa-e-taaza-tar me.n rahe
KHoshaa vo umr jo KHvaabo.n hii me.n bahal jaa.e