SEARCH RESULTS
Showing search results for "tavaalat"
Ghazal MATCHES FOR "tavaalat"
Ghazal
ruke to gardishe.n us kaa tavaaf kartii hai.n
chale to us ko zamaane Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
apnii chaadar kii tavaalat dekh kar paa.nv pasaar
bojh sar par laadne se qabl sar ko dekh le
Tanveer Sipra
Ghazal
Waqar Manvi
Ghazal
KHizar se ham bhii milaa kar qadam chale the magar
masaafato.n kii tavaalat se saa.ns phuul ga.e
Ejaz Ahmad Ejaz
Ghazal
Farah iqbal
Ghazal
Javed Jamil
Ghazal
vo ek ism-e-tavaalat jo shab kii kaaT sake
vo ism aalam-e-vahshat me.n mujh ko yaad bhii thaa
Narjis Afroz Zaidi
Ghazal
ab ham pe jo aa.ii to kisii taur na guzrii
sunte the shab-e-Gam kii tavaalat hai sahar tak
Azhar Naqvi
Ghazal
naaz kartaa thaa tavaalat pe ki vaqt-e-ruKHsat
bhed saa.e pe khulaa shaam kii ayyaarii kaa
Ejaz Gul
Ghazal
hazaar saal tavaalat hai is judaa.ii kii
hazaar aa.nkh me.n aa.nsuu abhii sulagte hai.n
Neelam Bhatti
Ghazal
soch terii hai masaafat kii tavaalat merii
ek lamhe ko mile.n kaam se pahle pahle
Shaista Mufti
Ghazal
qissa-e-zulm simaTne kii gha.Dii aa pahu.nchii
ab ise aur tavaalat nahii.n dii jaa saktii
Nasira Zuberi
Ghazal
qurb me.n duurii bahut hai bod me.n qurbat bahut
har tavaalat ko ataa iijaaz karnaa chaahiye
Kavish Badri
Ghazal
hadiis-e-Gam kii tavaalat giraa.n sahii lekin
kisii ke bas me.n nahii.n iKHtisaar karnaa bhii
Rashk Khaleeli
Ghazal
ai dil tavaalat-e-shab-e-furqat kaa kyaa gila
naadaan farq bhii ko.ii shaam-o-sahar me.n hai