SEARCH RESULTS
Showing search results for "tavaqqo'"
Ghazal MATCHES FOR "tavaqqo'"
Ghazal
hu.ii jin se tavaqqo' KHastagii kii daad paane kii
vo ham se bhii ziyaada KHasta-e-teG-e-sitam nikle
Mirza Ghalib
Ghazal
muddato.n se yahii aalam na tavaqqo na umiid
dil pukaare hii chalaa jaataa hai jaanaa.n jaanaa.n
Ahmad Faraz
Ghazal
itnii jaldii to sambhalne kii tavaqqo na karo!!
vaqt hii kitnaa hu.aa hai miraa sapnaa TuuTe
Jawad Sheikh
Ghazal
zindagii jaisii tavaqqo thii nahii.n kuchh kam hai
har gha.Dii hotaa hai ehsaas kahii.n kuchh kam hai
Shahryar
Ghazal
Purnam Allahabadi
Ghazal
Jawad Sheikh
Ghazal
kis ehsaas-e-jurm kii sab karte hai.n tavaqqo
ik kirdaar kiyaa thaa jis me.n qaatil thaa mai.n
Shariq Kaifi
Ghazal
yaar-e-be-faiz se kyuu.n ham ko tavaqqo thii 'faraaz'
jo na apnaa na hamaaraa na aduu kaa niklaa
Ahmad Faraz
Ghazal
liye jaatii hai kahii.n ek tavaqqo' 'Gaalib'
jaada-e-rah kashish-e-kaaf-e-karam hai ham ko
Mirza Ghalib
Ghazal
mai.n bhii ai kaash kabhii mauj-e-sabaa ho jaa.uu.n
is tavaqqo pe ki KHud se bhii judaa ho jaa.uu.n
Naseer Turabi
Ghazal
dil me.n vo shor na aa.nkho.n me.n vo nam rahtaa hai
ab tap-e-hijr tavaqqo se bhii kam rahtaa hai
Ahmad Mushtaq
Ghazal
bas yuu.n hii dil ko tavaqqo sii hai tujh se varna
jaantaa huu.n ki muqaddar hai miraa tanhaa.ii
Nasir Kazmi
Ghazal
husn be-parda hu.aa aur tavaqqo ye hai
ishq dekhe use aa.nkho.n me.n sharaafat le kar
Yasir Khan Inam
Ghazal
gul ke hone kii tavaqqo pe jiye baiThii hai
har kalii jaan ko muTThii me.n liye baiThii hai