SEARCH RESULTS
Showing search results for "tere"
Ghazal MATCHES FOR "tere"
Ghazal
nikalnaa KHuld se aadam kaa sunte aa.e hai.n lekin
bahut be-aabruu ho kar tire kuuche se ham nikle
Mirza Ghalib
Ghazal
ai mohabbat tire anjaam pe ronaa aayaa
jaane kyuu.n aaj tire naam pe ronaa aayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
teraa firaaq jaan-e-jaa.n aish thaa kyaa mire liye
ya.anii tire firaaq me.n KHuub sharaab pii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
tere hote hu.e aa jaatii thii saarii duniyaa
aaj tanhaa huu.n to ko.ii nahii.n aane vaalaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ko.ii fariyaad tire dil me.n dabii ho jaise
tuu ne aa.nkho.n se ko.ii baat kahii ho jaise
Faaiz Anwar
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
tujh se jab mil kar bhii udaasii kam nahii.n hotii
tere baGair guzaaraa kaise ho saktaa hai
Jawad Sheikh
Ghazal
haath KHaalii hai.n tire shahr se jaate jaate
jaan hotii to mirii jaan luTaate jaate
Rahat Indori
Ghazal
tuu itnii dil-zada to na thii ai shab-e-firaaq
aa tere raaste me.n sitaare luTaa.e.n ham
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
tuu is tarah se mire saath bevafaa.ii kar
ki tere baa'd mujhe ko.ii bevafaa na lage