SEARCH RESULTS
Showing search results for "thaan"
Ghazal MATCHES FOR "thaan"
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
kahiye to aasmaa.n ko zamii.n par utaar laa.e.n
mushkil nahii.n hai kuchh bhii agar Thaan liijiye
Shahryar
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
jo Than ga.ii hai to yaarii pe harf kyuu.n aa.e
hariif-e-jaa.n ko kabhii taan-e-aashnaa.ii na duu.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
sunaa hu.aa thaa hijr mustaqil tanaav hai
vahii hu.aa miraa badan kamaan ban gayaa
Umair Najmi
Ghazal
ik ruup mire KHvaab me.n lahraa saa gayaa thaa
phir dil me.n ko.ii chiiz salaamat nahii.n dekhii
Shahzad Ahmad
Ghazal
use bhii Thaan rakh saaqii yaqii.n hogaa na rindo.n ko
agar zaahid pahan kar jaama-e-ehraam aa.egaa
Shad Azimabadi
Ghazal
kyaa Gazab nikle hai ban-Than ke vo kaafir yaaro
aaj hotii nazar aatii nahii.n iimaan kii KHair
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
ab Thaan lii hai dil me.n ki sar jaa.e yaa rahe
jaise uThegaa baar-e-mohabbat uThaa.e.nge
Bedam Shah Warsi
Ghazal
haar ho jaatii hai jab maan liyaa jaataa hai
jiit tab hotii hai jab Thaan liyaa jaataa hai
Shakeel Azmi
Ghazal
vo qahr thaa ki raat kaa patthar pighal pa.Daa
kyaa aatishii.n gulaab khilaa aasmaan par