SEARCH RESULTS
Showing search results for "thame"
Ghazal MATCHES FOR "thame"
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
rau me.n hai raKHsh-e-umr kahaa.n dekhiye thame
ne haath baag par hai na paa hai rikaab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
paanii me.n vo kashish hai ki allaah kii panaah
rassii kaa haath thaame gha.Daa bhii utar gayaa
Munawwar Rana
Ghazal
Rais Farogh
Ghazal
shor thame to shaayad sadiyaa.n biit chukii hai.n
ab tak lekin sahmaa sahmaa sannaaTaa hai
Aanis Moin
Ghazal
vaqt kii Dor ko thaame rahe mazbuutii se
aur jab chhuuTii to afsos bhii is kaa na hu.aa
Shahryar
Ghazal
kahii.n hamaaraa talaatum thame to faisla ho
ham apnii mauj me.n kyaa kyaa bahaane lag ga.e hai.n
Azhar Faragh
Ghazal
Saghar Siddiqui
Ghazal
shikasta rishto.n kii haatho.n me.n Dor thaame hu.e
mai.n puuchhtaa huu.n mire dosto sabab tum se
Aziz Nabeel
Ghazal
Farah iqbal
Ghazal
Khalid Mahmood
Ghazal
dekhe.nge merii aaho.n ke ik din asar ko aap
aa.e.nge lauT kar yahii.n thaame jigar ko aap
Mirza Hasan Nasir
Ghazal
kabhii chilman uThaa kar dekh to lo baat mat karnaa
ki dil thaame hu.e aataa hai ik diivaana rozaana
Qaisarul Jafri
Ghazal
samjhe hai na parvaana na thaame hai zabaa.n sham.a
vo soKHtanii hai to ye gardan-zadanii hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
ye kaun hai.n ki KHudaa kii lagaam thaame hu.e
pa.De hu.e hai.n qanaa.at ke shaamiyaano.n me.n
Saqi Faruqi
Ghazal
aaj 'amjad' vahm hai mere liye jis kaa vajuud
kal usii kaa haath thaame ghuumtaa phirtaa thaa mai.n