SEARCH RESULTS
Showing search results for "thokar"
Ghazal MATCHES FOR "thokar"
Ghazal
dil phir us kuuche me.n jaane vaalaa hai
baiThe-biThaa.e Thokar khaane vaalaa hai
Zubair Ali Tabish
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
Shabeena Adeeb
Ghazal
sach ko jhuuT banaa jaataa hai ba.az auqaat
banda Thokar khaa jaataa hai ba.az auqaat
Manzar Naqvi
Ghazal
yuu.n to kahne ko tirii raah kaa patthar niklaa
tuu ne Thokar jo lagaa dii to miraa sar niklaa
Bekal Utsahi
Ghazal
Kamil Bahzadi
Ghazal
Thokar se duusro.n ko bachaane kaa shukriya
patthar ko raaste se haTaane kaa shukriya
Khalid Mahboob
Ghazal
kyaa husn ne samjhaa hai kyaa ishq ne jaanaa hai
ham KHaak-nashiino.n kii Thokar me.n zamaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
raah-e-haq me.n tujhe hastii ko miTaanaa hogaa
dekhnaa phir tirii Thokar me.n zamaana hogaa
Mohammad Ali Sahil
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
Mansoor Usmani
Ghazal
zindagii hai ik safar aur zindagii kii raah me.n
zindagii bhii aa.e to Thokar lagaanii chaahiye
Rahat Indori
Ghazal
Ritu Singh Rajput Rit
Ghazal
jis ne chhupaa ke bhuuk ko patthar me.n rakh liyaa
duniyaa ko is faqiir ne Thokar me.n rakh liyaa
Faheem Jogapuri
Ghazal
jhuk ke chaltaa huu.n ki qad us ke baraabar na lage
duusraa ye ki use raah me.n Thokar na lage