SEARCH RESULTS
Showing search results for "thokar"
Nazm MATCHES FOR "thokar"
Nazm
tariq ki dua
jinhe.n tuu ne baKHshaa hai zauq-e-KHudaa.ii
do-niim un kii Thokar se sahraa o dariyaa
Allama Iqbal
Nazm
aata hai yaad mujhko
har ik qadam pe lagtii hai Thokaro.n pe Thokar
jaa kar rahuu.n kahaa.n par miltaa nahii.n Thikaanaa
Zafar Kamali
Nazm
surKH sitara
dev-e-zulmaat kii Thokar se na paa.e.nge panaah
ye shivaale, ye masaajid, ye pujaarii, ye sanam
Amir Usmani
Nazm
raqib
har ik kiran ko mire paas laa.e jaataa thaa
mujhe na KHaar kaa andesha thaa na Thokar kaa
Meeraji
Nazm
siri kirshn
bahaa diye kabhii Thokar se prem ke chashme
kabhii jaman kabhii ga.ngaa kii dhaar se khelaa
Seemab Akbarabadi
Nazm
mere azizo, mere rafiqo
tumhaarii Thokar se jaag uThegii
tumhaare qadmo.n me.n jo zamii.n hai
Ali Sardar Jafri
Nazm
naqsh-bar-ab
ye mohabbat ke banaa.e hu.e aivaan-e-buland
ek Thokar bhii zamaane kii nahii.n sah sakte