SEARCH RESULTS
Showing search results for "to.nbo.n"
Ghazal MATCHES FOR "to.nbo.n"
Ghazal
kiyaa jo mai-kasho.n ne azm-e-sair-e-aalam-e-aab
to badle to.nbo.n ke haath aa ga.ii kaduu-e-sharaab
Muneer Shikohabadi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
mai.n tinko.n kaa daaman paka.Dtaa nahii.n huu.n
mohabbat me.n Duubaa to kaisaa sahaaraa
Nushur Wahidi
Ghazal
ik kitaab chaa.nd aur pe.D sab ke kaale collar par
zehn tape kii gardish mu.nh me.n toto.n kii bolii
Bashir Badr
Ghazal
Anand Narayan Mulla
Ghazal
abhii dilo.n kii tanaabo.n me.n saKHtiyaa.n hai.n bahut
abhii hamaarii du.aa me.n asar nahii.n aayaa
Aftab Hussain
Ghazal
de rahe hai.n jis ko topo.n kii salaamii aadmii
kyaa kahuu.n tum se ki hai kitnaa haraamii aadmii
Aftab Hussain
Ghazal
mat puuchh 'asad' va.ada-e-kam-fursatii-e-ziist
do din bhii jo kaaTe tuu qayaamat ta.abo.n se
Mirza Ghalib
Ghazal
kyuu.n aatish-e-gul mere nasheman ko jalaa.e
tinko.n me.n hai KHud barq-e-chaman-zaad kaa aalam
Jigar Moradabadi
Ghazal
phir ko.ii asaa de ki vo phunkaarte nikle
phir azhdahe fir.aun ke Tono.n kii taraf se
Adil Mansuri
Ghazal
barq ko kyaa jaane kyaa zid hai nasheman se mire
chaar tinko.n kii qasam vo bhii na dekhaa jaa.e hai
Bismil Azimabadi
Ghazal
mire jale hu.e tinko.n kii garmiyaa.n tauba
khulaa hu.aa hai garebaan-e-gul havaa ke liye
Qamar Jalalvi
Ghazal
aisii tartiib se zaKHmo.n ko siyaa hai mai.n ne
chaaraagar Gaur se Taa.nko.n kii taraf dekhte hai.n
Aaquib Shaad
Ghazal
baarish bahaa ke le ga.ii tinko.n kaa aashiyaa.n
bhiige shajar kii shaaKH pe chi.Diyaa udaas hai