SEARCH RESULTS
Showing search results for "toshak"
Ghazal MATCHES FOR "toshak"
Ghazal
Imdad Ali Bahr
Ghazal
toshak ke phuul ban ga.e a.ngaare hijr me.n
dahkaa kii ek aag sii saare pala.ng par
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
Naji Shakir
Ghazal
ajab charaaG huu.n din raat jaltaa rahtaa huu.n
mai.n thak gayaa huu.n havaa se kaho bujhaa.e mujhe
Bashir Badr
Ghazal
ham-suKHan tesha ne farhaad ko shiirii.n se kiyaa
jis tarah kaa ki kisii me.n ho kamaal achchhaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
bichha.D kar us kaa dil lag bhii gayaa to kyaa lagegaa
vo thak jaa.egaa aur mere gale se aa lagegaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
thak gayaa mai.n karte karte yaad tujh ko
ab tujhe mai.n yaad aanaa chaahtaa huu.n
Qateel Shifai
Ghazal
thak jaataa thaa baadal saaya karte karte
aur phir mai.n baadal pe saaya kartaa thaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
thak-haar ke baiThe hai.n sar-e-kuu-e-tamannaa
kaam aa.e to phir jazba-e-naakaam hii aa.e
Ada Jafarey
Ghazal
tum ne to thak ke dasht me.n KHeme lagaa liye
tanhaa kaTe kisii kaa safar tum ko is se kyaa
Parveen Shakir
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
is baar tum ko aane me.n kuchh der ho ga.ii
thak-haar ke vo so gayaa afsos mat karo
Bashir Badr
Ghazal
daraKHt kaaT ke jab thak gayaa laka.D-haaraa
to ik daraKHt ke saa.e me.n jaa ke baiTh gayaa
Zubair Ali Tabish
Ghazal
be-tesha-e-nazar na chalo raah-e-raftagaa.n
har naqsh-e-paa buland hai diivaar kii tarah
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
dushmanii kaa safar ik qadam do qadam
tum bhii thak jaa.oge ham bhii thak jaa.e.nge