SEARCH RESULTS
Showing search results for "tulne"
Ghazal MATCHES FOR "tulne"
Ghazal
to motiyo.n me.n na tulne kaa ranj KHatm hu.aa
kisii kii aa.nkh ke aa.nsuu KHariid laa.e mujhe
Tariq Qamar
Ghazal
Akhtar Husain Jafri
Ghazal
ho kharaa baa.nT to tulne se nahii.n ko.ii gurez
haa.n magar jumbish-e-paasa.ng se Dar lagtaa hai
Naseem Siddiqi
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
paimaana TuuTne kaa ko.ii Gam nahii.n mujhe
Gam hai to ye ki chaa.ndnii raate.n bikhar ga.ii.n
Kaifi Azmi
Ghazal
ik mulaaqaat ke Talne kii KHabar aise lagii
jaise mazduur ko ha.Dtaal kii afvaah mile
Umair Najmi
Ghazal
TuuTne par ko.ii aa.e to phir aisaa TuuTe
ki jise dekh ke har dekhne vaalaa TuuTe
Jawad Sheikh
Ghazal
KHaatir se tirii yaad ko Talne nahii.n dete
sach hai ki hamii.n dil ko sambhalne nahii.n dete
Akbar Allahabadi
Ghazal
kuchh aur ba.Dh ga.e jo a.ndhere to kyaa hu.aa
maayuus to nahii.n hai.n tuluu-e-sahar se ham
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
kyuu.n na tashbiih use zulf se de.n aashiq-e-zaar
vaaqa.ii tuul-e-shab-e-hijr balaa hotaa hai
Mirza Raza Barq
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
zamaa.n makaa.n the mire saamne bikharte hu.e
mai.n Dher ho gayaa tuul-e-safar se Darte hu.e
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
tauba ke TuuTne kaa bhii kuchh kuchh malaal thaa
tham tham ke soch soch ke sharmaa ke pii gayaa