SEARCH RESULTS
Showing search results for "uThaayaa"
Ghazal MATCHES FOR "uThaayaa"
Ghazal
jo Gam milaa hai bojh uThaayaa hai us kaa KHud
sar zer-e-baar-e-saaGar-o-baada nahii.n kiyaa
Parveen Shakir
Ghazal
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
bas filo.n kaa bojh uThaayaa kare.n janaab
misra ye 'jaun' kaa hai ise mat uThaa.iye
Jaun Eliya
Ghazal
dekhte kyuu.n ho 'shakeb' itnii bulandii kii taraf
na uThaayaa karo sar ko ki ye dastaar gire
Shakeb Jalali
Ghazal
jism do ho ke bhii dil ek ho.n apne aise
meraa aa.nsuu terii palko.n se uThaayaa jaa.e
Gopaldas Neeraj
Ghazal
aa.nkho.n se pilaate raho saaGar me.n na Daalo
ab ham se ko.ii jaam uThaayaa nahii.n jaataa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
ham ne duniyaa kii har ik shai se uThaayaa dil ko
lekin ek shoKH ke ha.ngaama-e-mahfil ke sivaa
Ali Sardar Jafri
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
diivaar ko giraa ke uThaayaa bhii mai.n ne thaa
diivaar ne giraa ke uThaayaa nahii.n mujhe
Shaheen Abbas
Ghazal
ye baar-e-Gam bhii uThaayaa nahii.n bahut din se
ki us ne ham ko rulaayaa nahii.n bahut din se
Azhar Iqbal
Ghazal
dil me.n phir girye ne ik shor uThaayaa 'Gaalib'
aah jo qatra na niklaa thaa so tuufaa.n niklaa
Mirza Ghalib
Ghazal
savaal ghar nahii.n buniyaad par uThaayaa hai
hamaare paa.nv kii miTTii ne sar uThaayaa hai
Rahat Indori
Ghazal
ya.anii tartiib-e-karam kaa bhii saliiqa thaa use
us ne patthar bhii uThaayaa mujhe paagal kar ke
Aslam Kolsarii
Ghazal
kal raat tirii yaad ne tuufaa.n vo uThaayaa
aa.nsuu the ki palko.n pe Thaharne ke nahii.n the
Zakariya Shaz
Ghazal
go be-sutuu.n ko Taal de aage se kohkan
sa.ng-e-garaan-e-ishq uThaayaa na jaa.egaa