SEARCH RESULTS
Showing search results for "ulajhne"
Ghazal MATCHES FOR "ulajhne"
Ghazal
is re.ngtii hayaat kaa kab tak uThaa.e.n baar
biimaar ab ulajhne lage hai.n tabiib se
Sahir Ludhianvi
Ghazal
umr bhar apne garebaa.n se ulajhne vaale
tuu mujhe mere hii saa.e se Daraataa kyaa hai
Shahzad Ahmad
Ghazal
mauj-dar-mauj ulajhne kii havas be-ma.anii
Duubtaa ho to sahaaraa nahii.n dekhaa jaataa
Mohsin Naqvi
Ghazal
abhii se barf ulajhne lagii hai baalo.n se
abhii to qarz-e-mah-o-saal bhii utaaraa nahii.n
Iftikhar Arif
Ghazal
yuu.n bar-sar-e-paikaar huu.n mai.n KHud se musalsal
ab us se ulajhne kii bhii fursat nahii.n hotii
Akram Mahmud
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
rishto.n ke jab taar ulajhne lagte hai.n
aapas me.n ghar-baar ulajhne lagte hai.n
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
hijr ko shauq-e-mudaavaa hii samajh kar jii le.n
zindagii tujh se ulajhne kaa to yaaraa hii na ho
Kishwar Naheed
Ghazal
tuu ne miTTii se ulajhne kaa natiija dekhaa
Daal dii mere badan ne tirii talvaar pe KHaak
Irfan Siddiqi
Ghazal
aa.o tajdiid-e-vafaa phir se kare.n ham varna
baat kuchh aur ulajh jaa.egii suljhaane se
Naseer Arzoo
Ghazal
detii hai tuul bulbul kyaa naala-o-fuGaa.n ko
dil ke ulajhne se hai.n ye aashiqo.n kii phaT phaT
Meer Taqi Meer
Ghazal
Shaukat Pardesi
Ghazal
mah-jabiino.n kii adaa.o.n se ulajh baiThaa huu.n
is kaa matlab hai balaa.o.n se ulajh baiThaa huu.n
Kazim Husain Kazim
Ghazal
biphrii maujo.n se ulajhne kaa saliiqa hai agar
ye samundar kabhii paayaab bhii ho saktaa hai
zafar iqbal zafar
Ghazal
dil ko aa.nkho.n se ulajhne nahii.n detaa 'aamii'
varna dariyaa se samundar bhii guzar saktaa hai
Imran Aami
Ghazal
Mustafa Zaidi
Ghazal
Thahrii hu.ii fazaa me.n ulajhne lagaa thaa dam
ham ne hu.aa kaa giit sunaa aur chal pa.De