SEARCH RESULTS
Showing search results for "umr"
Ghazal MATCHES FOR "umr"
Ghazal
ik 'umr se huu.n lazzat-e-girya se bhii mahruum
ai raahat-e-jaa.n mujh ko rulaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
be-vaqt agar jaa.uu.ngaa sab chau.nk pa.De.nge
ik umr hu.ii din me.n kabhii ghar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
tere visaal ke liye apne kamaal ke liye
haalat-e-dil ki thii KHaraab aur KHaraab kii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
kitnaa aasaa.n thaa tire hijr me.n marnaa jaanaa.n
phir bhii ik umr lagii jaan se jaate jaate
Ahmad Faraz
Ghazal
ik zamaana thaa ki sab ek jagah rahte the
aur ab ko.ii kahii.n ko.ii kahii.n rahtaa hai
Ahmad Mushtaq
Ghazal
sunaa hai jab se hamaa.il hai.n us kii gardan me.n
mizaaj aur hii laal o guhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
umr bhar kaun nibhaataa hai ta'alluq itnaa
ai mirii jaan ke dushman tujhe allaah rakkhe