SEARCH RESULTS
Showing search results for "unkii"
Ghazal MATCHES FOR "unkii"
Ghazal
sunaa hai log use aa.nkh bhar ke dekhte hai.n
so us ke shahr me.n kuchh din Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
kabhii un kaa naam lenaa kabhii un kii baat karnaa
miraa zauq un kii chaahat miraa shauq un pe marnaa
Peer Nasiruddin Shah Naseer
Ghazal
un kii taraf se tark-e-mulaaqaat ho ga.ii
ham jis se Dar rahe the vahii baat ho ga.ii
Qamar Jalalvi
Ghazal
merii haalat dekhiye aur un kii suurat dekhiye
phir nigaah-e-Gaur se qaanuun-e-qudrat dekhiye
Josh Malihabadi
Ghazal
jab kabhii un kii tavajjoh me.n kamii paa.ii ga.ii
az-sar-e-nau daastaan-e-shauq dohraa.ii ga.ii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
un kii be-ruKHii me.n bhii iltifaat shaamil hai
aaj kal mirii haalat dekhne ke qaabil hai
Ameer Qazalbash
Ghazal
aadat se un kii dil ko KHushii bhii hai Gam bhii hai
ye lutf hai sitam bhii hai uzr-e-sitam bhii hai
Nizam Rampuri
Ghazal
Shuja Khaavar
Ghazal
dekhaa hai said-gaa me.n tire said kaa jigar
baa-aa.nki chhin rahaa thaa pe zauq-e-KHada.ng thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
un kii suurat hame.n aa.ii thii pasand aa.nkho.n se
aur phir ho ga.ii baalaa-o-buland aa.nkho.n se
Anwar Shuoor
Ghazal
muddat se ko.ii un kii tahriir nahii.n miltii
kuchh dil ke bahalne kii tadbiir nahii.n miltii
Anjana Sandhir
Ghazal
ruuh ko ta.Dpaa rahii hai un kii yaad
dard ban kar chhaa rahii hai un kii yaad
Shakeel Badayuni
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
merii du.aa ki Gair pe un kii nazar na ho
vo haath uThaa rahe hai.n ki yaarab asar na ho