SEARCH RESULTS
Showing search results for "urdu shairi ek chay"
Ghazal MATCHES FOR "urdu shairi ek chay"
Ghazal
Shariq Balyavi
Ghazal
afkaar ke phuulo.n kii vaadii hai hadaf 'aarif'
har shaa.ir-e-urdu hai KHushbuu ke ta.aaqub me.n
Arif Ansari
Ghazal
ik na.ii tahziib kaa aaGaaz hai urdu Gazal
husn kii taa'riif kaa andaaz hai urdu Gazal
Aatish Muradabadi
Ghazal
safar adam kaa hai dushvaar tuu akelaa hai
mujhe bhii saath liye chal sitaara-e-saharii
Shariq Irayani
Ghazal
is shahr-e-aarzuu me.n ajab KHush-nazar hai.n log
baKHshe jo dil ko dard masiihaa dikhaa.ii de
Badr Shamsi
Ghazal
mahfil me.n jis jagah bhii miraa tazkira hu.aa
dekhaa har ek shaKHs kaa mu.nh thaa phulaa hu.aa
Rauf Raheem
Ghazal
log chaar hii din me.n ban ga.e 'salaam' ai dil
aur KHud mujhe ab tak shaa.erii nahii.n aa.ii
Salam Machhli shahri
Ghazal
ye moTii moTii kitaabe.n jo chhap rahii hai.n yahaa.n
pa.Dhe.n to shaa.erii ik do gram hotii hai
Naz Muzaffarabadi
Ghazal
Shayar Fatehpuri
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
shaa'iraan-e-'ahd-e-nau ne kar diyaa urdu kaa KHuu.n
shaa'irii ke naam par karne lage fankaariyaa.n
Meer Anjum Parvez
Ghazal
achchhe shaa'ir ke liye chaar varaq kam bhii nahii.n
yuu.n to phir saahib-e-diivaan bahut hote hai.n
Rais-Us-Shakri
Ghazal
ab shahr-e-aarzuu me.n vo ra.anaa.iyaa.n kahaa.n
hai.n gul-kade niDhaal ba.Dii tez dhuup hai