SEARCH RESULTS
Showing search results for "vafaa-e-vaada-o-qaul-o-qasam"
Ghazal MATCHES FOR "vafaa-e-vaada-o-qaul-o-qasam"
Ghazal
vaada-o-qaul-o-qasam ne mujhe jiine na diyaa
kyaa sitam hai ki karam ne mujhe jiine na diyaa
Shaz Tamkanat
Ghazal
vafaa-e-vaada nahii.n vaada-e-digar bhii nahii.n
vo mujh se ruuThe to the lekin is qadar bhii nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Zubair Rizvi
Ghazal
muqaddar unhii.n kaa muqaddar hai 'ismat'
jo iifaa-e-qaul-o-qasam dekhte hai.n
Rifat Zamani Begum Ismat
Ghazal
va.ada-e-ulfat-o-paimaan-e-vafaa se tauba
tajraba kahtaa hai us husn-e-adaa se tauba
Jafar Raza
Ghazal
jo ruu-baruu ho to jii bhar ke dekh lene do
tum aaj vaa'da-e-qaul-o-qaraar rahne do
Maham Khan
Ghazal
ho kaash vafaa vaada-e-fardaa-e-qayaamat
aa.egii magar dekhiye kab aa.e qayaamat
Fani Badayuni
Ghazal
iifaa-e-ahd kar ki hai muddat se be-qaraar
ruuh-e-vafaa-e-vaada-e-fardaa tire liye
Josh Malihabadi
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
va.ada-e-vasl-e-aduu aaj vafaa ho ki na ho
naala kartaa to huu.n mai.n hashr bapaa ho ki na ho
Mohammad Lutfuddin Khan Lutf
Ghazal
vafaa-e-vaada-o-paimaa.n kaa e'tibaar bhii kyaa
ki mai.n to saahab-e-iimaa.n huu.n aur munkir tuu
Naseer Turabi
Ghazal
tum nahii.n qaul-o-qasam ke sachche
jhuuT kahtaa huu.n qasam khaa.iyegaa
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
tum nahii.n qaul-o-qasam ke sachche
jhuuT kahtaa huu.n qasam khaa.iyegaa
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
qurbat me.n aa pa.De the qayaamat ke faasle
tanhaa the ham to qaul-o-qasam darmiyaa.n rahe