SEARCH RESULTS
Showing search results for "vasvasa"
Ghazal MATCHES FOR "vasvasa"
Ghazal
ba.Daa sukuun milaa aaj us ke milne se
chalo ye dil se tavaqqo' kaa vasvasa bhii gayaa
Anwar Masood
Ghazal
chilchilaatii dhuup me.n apnaa saraapaa dekh kar
raat kii tanhaa.iyo.n kaa vasvasa ho jaa.uu.ngaa
Sheen Kaaf Nizam
Ghazal
hu.ii aise saaya-e-ra.ng me.n mirii tarbiyat
kabhii ko.ii vasvasa-e-tarab nahii.n aa sakaa
Khursheed Rizvi
Ghazal
Hadis Salsal
Ghazal
be-vasvasa Gariibo.n pe bhii haath saaf kar
mil jaa.e.n to javaar kii bhii roTiyaa.n na chho.D
Shauq Bahraichi
Ghazal
umr kaa dil hai muzmahil ziist hai dard-e-mustaqil
aise nizaam-e-dahr me.n vasvasa-e-azaab kyaa
Ali Jawad Zaidi
Ghazal
mai.n bhii talaashtaa huu.n agar tum madad karo
vo shaKHs jis ke dil me.n ko.ii vasvasa nahii.n
Mohammad Mustahsan Jami
Ghazal
Khursheed Akbar
Ghazal
hazaar shukr kabhii teraa aasraa na gayaa
magar ye hai dil-e-aadam ki vasvasa na gayaa
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
ye vasvasa-e-kaun-o-makaa.n haasil-e-tashkiik
vo shaKHs kahii.n mujh me.n giraftaar na ho jaa.e
Rahil Bukhari
Ghazal
vo qaht-e-lutf hai har-dam tire faqiiro.n par
hazaar vasvasa aatish-ba-jaa.n guzartaa hai