SEARCH RESULTS
Showing search results for "vasvasa"
Nazm MATCHES FOR "vasvasa"
Nazm
musalman aur hindostan
ye sach hai musalmaan tabaahii se ghiraa hai
ik vasvasa-e-laa-mutanaahii se ghiraa hai
Hindi Gorakhpurii
Nazm
mah-o-sal
zaraa saa vasvasa-e-maah-o-saal aataa hai?
kabhii ye baat bhii sochii ki muntazir aa.nkhe.n
Mustafa Zaidi
Nazm
pas-manzar ki aawaz
kisii kho.e KHvaab kaa vasvasa
kisii gahrii shab kii sarisht me.n
Abrar Ahmad
Nazm
kaniz
huzuur KHairiyat to hai huzuur kyuu.n KHamosh hai.n
huzuur boliye ki vasvase vabaal-e-hosh hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
udas sham ki ek nazm
magar ye KHadshe, ye vasvase to takallufan hai.n
jo be-iraada safar pe nikle.n
Noshi Gilani
Nazm
la-tahzanu
lahuu me.n KHauf sahii dil me.n vasvase hii sahii
vabaa se ja.ng ke ye roz-o-shab bure hii sahii
Rehman Faris
Nazm
anxiety
lamha lamha be-qaraarii be-yaqiinii vasvase
ai mirii jaa.n jab nahii.n hotii tuu mere saamne
Kashif Rafiq
Nazm
ehsas-e-nadamt
milaa huu.n aaj mai.n tujh se to vasvase ye tamaam
miTe KHayaal kii duniyaa se misl-e-naqsh-bar-aab
Jagan Nath Azad
Nazm
kuchh lafz the
aa.ine zar se sitaare vasvase
sab ne pahnaa ajnabiyyat kaa libaas
Ghulam Husain Sajid
Nazm
muntazar saya-e-muntazir aankhen
dasht-e-tanhaa.ii ke ifriit bahut duur hu.e
vasvase jitne the dil me.n sabhii kaafuur hu.e
Zaheer Siddiqui
Nazm
nastik
jauhar-afroz kabhii jalva-e-‘irfaan-o-yaqii.n
vasvase batn me.n is ke kabhii dar aate hai.n
Makhmoor Saeedi
Nazm
ham-zad
yaad rakkhe.n to vasvase hai.n bahut
aa.nkh chehraa nazar kahaa.n se laa.e.n