SEARCH RESULTS
Showing search results for "visaatat"
Ghazal MATCHES FOR "visaatat"
Ghazal
jis se mai.n chaahii visaatat un ne ye mujh se kahaa
ham to kahte gar miyaa.n ham se vo hotaa aashnaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
vo tahayyur jo tumhe.n le ke yahaa.n aayaa thaa
us tahayyur kii visaatat se tum aa.o jaa.o
Rafi Raza
Ghazal
charaaG unhii.n kii visaatat se jal rahaa hai magar
kabhii havaa.o.n ko ye tund-KHuu bhii dekhtaa hai
Arshad Abdul Hamid
Ghazal
kyaa milaa ai zindagii qaanuun-e-fitrat se mujhe
kuchh milaa haq bhii to baatil kii visaatat se mujhe
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
tum ko chaahaa ki thii nargisiyat fuzuu.n
apnaa KHvaahaa.n tumhaarii visaatat se huu.n
Zia Jalandhari
Ghazal
ye phuul mujhe ko.ii viraasat me.n mile hai.n
tum ne miraa kaa.nTo.n bharaa bistar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
tere visaal ke liye apne kamaal ke liye
haalat-e-dil ki thii KHaraab aur KHaraab kii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
ye na thii hamaarii qismat ki visaal-e-yaar hotaa
agar aur jiite rahte yahii intizaar hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
nahii.n nigaah me.n manzil to justujuu hii sahii
nahii.n visaal mayassar to aarzuu hii sahii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Ameer Khusrau
Ghazal
na aa.e raah pe vo ijz be-shumaar kiyaa
shab-e-visaal bhii mai.n ne to intizaar kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
sub.h-e-visaal puuchh rahii hai ajab savaal
vo paas aa gayaa ki bahut duur ho gayaa
Bashir Badr
Ghazal
ajab apnaa haal hotaa jo visaal-e-yaar hotaa
kabhii jaan sadqe hotii kabhii dil nisaar hotaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
'faraaz' ishq kii duniyaa to KHuub-suurat thii
ye kis ne fitna-e-hijr-o-visaal rakkhaa hai