SEARCH RESULTS
Showing search results for "wajah"
Ghazal MATCHES FOR "wajah"
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
badnaam hai.n sadiyo.n se hii kaa.nTo.n kii vajah se
aadat se magar aaj bhii kiikar nahii.n jaate
Danish Naqwi
Ghazal
mujh ko aaKHir to.Dne kii vajah kyaa thii
shaaKH pe jab mere jaise aur bhii the
Zaheen Lakhnawi
Ghazal
us shaKHs se nibaah tiraa kyo.n na ho sakaa
jis kii vajah se tujh ko gavaara nahii.n thaa mai.n
Naseer Baloch
Ghazal
kyaa haal tumhaaraa hai hame.n bhii to bataa.o
be-vajah ko.ii 'shefta' uf uf nahii.n kartaa
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
jin kii vajah se aaj lagii aag kaun hai.n
vo kaun hai.n jo bhii.D me.n shaamil nahii.n rahe
Siddharth Saaz
Ghazal
'alvii' ne aaj din me.n kahaanii sunaa.ii thii
shaayad isii vajah se mai.n rasta bhaTak gayaa
Mohammad Alvi
Ghazal
'raahii' be-vajah ranjish KHair ho bhii saktaa hai
is gudaaz lamhe ko tum ne bhii sa.nbhaalaa ho
Saeed Rahi
Ghazal
pahle itnaa na paraaganda mizaaj-e-dil thaa
be-sabab ha.nsnaa to be-vajah KHafaa ho jaanaa
Waheed Akhtar
Ghazal
afyuu.n kii kisii roz mai.n khaa jaa.uu.ngaa golii
be-vajah ruKH-e-yaar ke gar til ne sataayaa
Shah Naseer
Ghazal
kisii pe tohmat nahii.n lagaa.ii kisii kii KHaatir
yahii vajah hai bahut dilo.n se utar gayaa huu.n
Noman Badr
Ghazal
be-vajah aap hame.n kaash na yuu.n Thukraate
aazmaa lete yaa dastuur badalte jaate
Jatinder Vir Yakhmi jayaveer
Ghazal
Gurbir Chhaebrra
Ghazal
maayuus kyuu.n jafaa.o.n se hotaa hai be-vajah
sab ke gale me.n Daal vafaa.o.n ke haar tuu
Bubbles Hora Saba
Ghazal
haq-go hai.n haq-shanaas hai.n aur haq-parast bhii
'saajid' isii vajah se bahut khal rahe hai.n ham
Mohammad Khan Sajid
Ghazal
be-vajah mujh se biga.D baiThe hai.n
mai.n ne kuchh un ko kahaa ho jaise