SEARCH RESULTS
Showing search results for "wasaaye"
Ghazal MATCHES FOR "wasaaye"
Ghazal
ye na thii hamaarii qismat ki visaal-e-yaar hotaa
agar aur jiite rahte yahii intizaar hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Naseer Turabi
Ghazal
ye kaun hai sar-e-saahil ki Duubne vaale
samundaro.n kii taho.n se uchhal ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
qahqaha aa.nkh kaa bartaa.o badal detaa hai
ha.nsne vaale tujhe aa.nsuu nazar aa.e.n kaise
Waseem Barelvi
Ghazal
jhuuT vaale kahii.n se kahii.n ba.Dh ga.e
aur mai.n thaa ki sach boltaa rah gayaa
Waseem Barelvi
Ghazal
tark-e-ulfat kii qasam bhii ko.ii hotii hai qasam
tuu kabhii yaad to kar bhuulne vaale mujh ko
Qateel Shifai
Ghazal
gar intizaar kaThin hai to jab talak ai dil
kisii ke vaada-e-fardaa kii guftuguu hii sahii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ham KHuld se nikal to ga.e hai.n par ai KHudaa
itne se vaaqiye kaa fasaana bahut hu.aa
Ahmad Faraz
Ghazal
jise kahtii hai duniyaa kaamyaabii vaa.e naa-daanii
use kin qiimato.n par kaamyaab insaan lete hai.n