SEARCH RESULTS
Showing search results for "yaado.n"
Ghazal MATCHES FOR "yaado.n"
Ghazal
ujaale apnii yaado.n ke hamaare saath rahne do
na jaane kis galii me.n zindagii kii shaam ho jaa.e
Bashir Badr
Ghazal
apnii yaado.n se kaho ik din kii chhuTTii de mujhe
ishq ke hisse me.n bhii itvaar honaa chaahiye
Munawwar Rana
Ghazal
ye ilm kaa saudaa ye risaale ye kitaabe.n
ik shaKHs kii yaado.n ko bhulaane ke liye hai.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ab tak mirii yaado.n se miTaa.e nahii.n miTtaa
bhiigii hu.ii ik shaam kaa manzar tirii aa.nkhe.n
Mohsin Naqvi
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
us kii yaado.n ne ugaa rakkhe hai.n suuraj itne
shaam kaa vaqt bhii aa.e to sahar lagtaa hai
Waseem Barelvi
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Wasi Shah
Ghazal
ab bhii un yaado.n kii KHushbuu zehn me.n mahfuuz hai
baar-haa ham jin se gulzaaro.n ko mahkaane ga.e
Khatir Ghaznavi
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
ham Gazal me.n tiraa charchaa nahii.n hone dete
terii yaado.n ko bhii rusvaa nahii.n hone dete
Meraj Faizabadi
Ghazal
ab us kaa vasl mah.ngaa chal rahaa hai
to bas yaado.n pe KHarcha chal rahaa hai
Zubair Ali Tabish
Ghazal
mere viiraana-e-jaa.n me.n tirii yaado.n ke tufail
phuul khilte nazar aate hai.n jahaa.n tak dekhuu.n