SEARCH RESULTS
Showing search results for "yaaraana"
Ghazal MATCHES FOR "yaaraana"
Ghazal
chauraahe baaG buildinge.n sab shahr to nahii.n
kuchh aise vaise logo.n se yaaraanaa chaahiye
Nida Fazli
Ghazal
Hastimal Hasti
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
dushmano.n me.n bhii rahaa rabt-e-mohabbat barso.n
KHush na aayaa kasii ma.ashuuq ko yaaraana-e-ishq
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
aa.nkho.n me.n umDe ruuh kii nazdiikiyo.n ke saath
aisaa bhii ek duur kaa yaaraana chaahiye
Majeed Amjad
Ghazal
u.Dtaa rahaa to chaa.nd se yaaraana thaa miraa
ghaayal hu.aa to vaadii-e-gul-posh me.n giraa
Qateel Shifai
Ghazal
vo yaad hai us kii ki bhulaa de do jahaa.n ko
haalat ko kare Gair vo yaaraana hai us kaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
dil kii diivaana tabii.at ko musiibat na banaa
tujh se yaaraana hai yaaraana mohabbat na banaa
Yunus Tahseen
Ghazal
Bismil Saeedi
Ghazal
raat jo jaa baiThte hai.n roz ham majnuu.n ke paas
pahle an-ban rah chukii hai ab to yaaraana rahe
Riyaz Khairabadi
Ghazal
taaviiz-e-aab ke sivaa chaara nahii.n ko.ii
aaseb-e-tishnagii se hai yaaraana dasht kaa
Hasan Aziz
Ghazal
paanii me.n rahnaa hai to na rakkhe.n magar se bair
az-raah-e-maslahat sahii yaaraana chaahiye
Rahbar Tabani Dariyabadi
Ghazal
ranjish tirii har dam kii gavaaraa na kare.nge
ab aur hii maashuuq se yaaraana kare.nge
Sheikh Bimar Ali Bakhsh
Ghazal
diivaana qais pahle hame.n chhe.Dtaa rahaa
phir rafta rafta najd me.n yaaraana ho gayaa
Riyaz Khairabadi
Ghazal
kahtaa hai anaa lailaa kaisaa hai ye diivaana
nibhne kaa nahii.n do din ab qais se yaaraana