SEARCH RESULTS
Showing search results for "yak-tarfa"
Ghazal MATCHES FOR "yak-tarfa"
Ghazal
ai KHvaahish-e-yak-tarfa-e-taaraaj-e-junuu.n sun
sun dil ke qarii.n zamzama-e-kun-fayakuu.n sun
Shaista Sahar
Ghazal
aazaar-o-aziyyat hai yak-tarfa mohabbat bhii
ik turfa qayaamat hai yak-tarfa mohabbat bhii
Waqar Sahar
Ghazal
ishq yak-tarfa thaa ye maan liyaa hai mai.n ne
kaun kyaa hai yahii ab jaan liyaa hai mai.n ne
Kashif Lashari
Ghazal
suurat-e-dil ba.De shahro.n me.n rah-e-yak-tarfa
jaane vaalo.n ko bahut yaad kiyaa kartii hai
Jamal Ehsani
Ghazal
na hotaa mai.n na kaleja miraa bhii hotaa raakh
na kartii aatish-e-yak-tarfa dil kabaab tiraa
Ali Raza Aseer
Ghazal
tuu mujhe yaad kare aisaa tariiqa nikle
merii yak-tarfa mohabbat kaa natiija nikle
Ibrahim Ali Zeeshan
Ghazal
tamaam chaahate.n yak-tarfa rah ga.ii.n 'saifii'
tumhaare pyaar kaa jaaduu magar chalaa hii nahii.n
Saifi sironji
Ghazal
yak-tarfa mohabbat kaa KHasaaraa hai muqaddar
tujh KHvaab kii ta.abiir bataa dii hai chalaa jaa
Shozeb Kashir
Ghazal
yak-tarfa raabta hii nibhaanaa pa.Daa hame.n
un kii taraf se ko.ii ishaara na mil sakaa
Shabnam Shakeel
Ghazal
Shahida Dilawar Shah
Ghazal
baarhaa dekhaa hai yak-tarfa tamaashaa mai.n ne
KHaak is dasht-navardii me.n u.Daa.ii na ga.ii
Umood Abrar Ahmad
Ghazal
yak tarfa mohabbat kahii.n paagal na banaa de
itnaa bhii kisii ke liye paagal nahii.n hote