SEARCH RESULTS
Showing search results for "yuusuf-e-misr"
Ghazal MATCHES FOR "yuusuf-e-misr"
Ghazal
piir-e-kan.aa.n ko diyaa dard-e-firaaq
yuusuf-e-misr ko zindaa.n baKHshaa
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
ishq kaa jazb hu.aa baa.is-e-saudaa varna
yuusuf-e-misr zuleKHaa kaa KHariidaar na thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
yuusuf-e-misr kaa KHaaliq bhii milegaa tujh ko
KHud me.n paidaa zaraa andaaz-e-zuleKHaa.ii kar
Shadab Javed
Ghazal
yuusuf-e-misr-e-mohabbat kaisaa arzaa.n bik gayaa
naqd-e-dil qiimat hu.ii ik bosa bai.aana hu.aa
Rind Lakhnavi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
kahte hai.n husn-e-yuusuf-e-kan.aan-e-misr se
behosh kuchh hu.ii hai.n hasiinaan-e-shahr aaj
Safwat Ali Safwat
Ghazal
the ba-faiz-e-ishq ham bhii yuusuf-e-baazaar-e-misr
lauT kar jaate kahaa.n shahr-e-zuleKHaa dekh kar
Nasim Shamail Puri
Ghazal
yuusuf aziiz-e-misr the haasil thii saltanat
is jaah par bhii chaah thii apne dayaar kii
Ibraheem Aajiz
Ghazal
yuusuf aziiz-e-misr the haasil thii saltanat
is jaah par bhii chaah thii apne dayaar kii
Ibraheem Aajiz
Ghazal
teraa vo husn hai ki jo hotaa to bhejtaa
yuusuf zamiin-e-misr se tujh ko KHiraaj aaj
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
dekh ai chashm-e-zuleKHaa qadr apne pyaar kii
aaj phir yuusuf ke bhaa.ii hai.n KHariidaaro.n ke saath
Yusuf Zafar
Ghazal
'yuusuf' apne dard kii suurat-garii karte hu.e
KHud bhii lauh-e-KHaak par tasviir honaa hai mujhe
Yusuf Hasan
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
naam 'yuusuf' hai miraa par 'naazim'
hai miraa misr hii kan.aa.n meraa
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
Thahraa na juz tire ko.ii yuusuf nigaah me.n
jaane ko ham bhii misr ke baazaar tak ga.e
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
gunaah kyaa hai jo dil se aziiz rakhte hai.n
bane ho yuusuf-e-saanii to chaah karte hai.n