SEARCH RESULTS
Showing search results for "zaheer qureshi"
Ghazal MATCHES FOR "zaheer qureshi"
Ghazal
kisii bhii lafz kaa jaaduu asar nahii.n kartaa
vo apne dil kii mujhe bhii KHabar nahii.n kartaa
Haider Qureshi
Ghazal
Haider Qureshi
Ghazal
fasl-e-Gam kii jab nau-KHezii ho jaatii hai
dard kii maujo.n me.n bhii tezii ho jaatii hai
Haider Qureshi
Ghazal
dekh kar 'zaakir' Gariib-e-shahr kii faaqa-kashii
maut apne aap sau sau baar martii hai miyaa.n
Zakir Khan Zakir
Ghazal
Zaheer-ul-Hasan Tishna
Ghazal
mai.n kaisii saa.at-e-bad-baKHt me.n muqayyad huu.n
du.aa KHushii kii hai zaahir asar malaal kaa hai
Krishna Kumar Toor
Ghazal
mujh ko haasil KHushii nahii.n hotii
zahr-e-Gam bhii piyaa nahii.n jaataa
Javed Qamar Liyaqati
Ghazal
Dr. Naresh
Ghazal
hausle jiine ke dil ko bebasii detii rahii
aarzuu pazhmurdagii ko taazgii detii rahii
Zaheer Ahmad Zaheer
Ghazal
vaa.n tabii.at dam-e-taqriir biga.D jaatii hai
baat kii baat me.n tauqiir biga.D jaatii hai
Zaheer Dehlvi
Ghazal
saaf zaahir hai nigaaho.n se ki ham marte hai.n
mu.nh se kahte hu.e ye baat magar Darte hai.n
Akhtar Ansari
Ghazal
adam me.n kyaa ajab ra.anaa.iyaa.n hai.n
magar sab dahr kii parchhaa.iyaa.n hai.n
Wali Alam Shaheen
Ghazal
maujuud jo thaa maaduum samajh me.n aayaa
ik ulTaa hii mafhuum samajh me.n aayaa
Krishna Kumar Toor
Ghazal
dil Gamo.n me.n KHushii kaa maskan hai
aa.ndhiy.o.n me.n charaaG raushan hai