SEARCH RESULTS
Showing search results for "zar-kaar"
Ghazal MATCHES FOR "zar-kaar"
Ghazal
Gunche se muskuraa ke use zaar kar chale
nargis ko aa.nkh maar ke biimaar kar chale
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
tark KHvaahish-e-zar kar kiimiyaa-garii ye hai
dil me.n rakh KHayaal-e-dost shiisha-o-parii ye hai
Ishq Aurangabadi
Ghazal
ikaTThaa zar kar liyaa hai us ne bhii apne ghar me.n
raziil jitnaa thaa utnaa izzat-ma.aab Thahraa
Habeeb Saifi
Ghazal
mujh ko insaan utaaraa hai to insaan banaa
be-zarii meraa muqaddar hai to buu-zar kar de
Zafar Ibn-e-Mateen
Ghazal
Khurshidul islam
Ghazal
merii shikasta zaat kaa shahtiir gir pa.De
tuu jaa ki is se pahle ye taa'miir gir pa.De
Kuldeep Kumar
Ghazal
faqiiro.n pe apne karam ik zaraa kar
tire dar pe baiThe hai.n dhuunii ramaa kar
Suroor Jahanabadi
Ghazal
dil ke sahraa me.n ba.De zor kaa baadal barsaa
itnii shiddat se ko.ii raat mujhe yaad aayaa
Tab Aslam
Ghazal
Firoz Natiq Khusro
Ghazal
nisf se dekh zaraa kam na ziyaada aadhaa
baa.nT lete hai.n mohabbat tujhe aadhaa aadhaa
Komal Joya
Ghazal
baiThaa huu.n apnii zaat kaa naqsha nikaal ke
ik be-zamiin haarii huu.n sahraa nikaal ke
Akram Jazib
Ghazal
tirii nisbat se apnii zaat kaa idraak karne me.n
bahut arsa lagaa hai pairahan ko chaak karne me.n
Obaid Siddiqi
Ghazal
gulshan me.n ba.De zor kaa tuufaan uThaa hai
jab bhii ko.ii phuulo.n kaa nigahbaan uThaa hai
Sharib Lakhnavi
Ghazal
zindagii zahr kaa ik jaam hu.ii jaatii hai
kyaa se kyaa ye mai-e-gulfaam hu.ii jaatii hai