SEARCH RESULTS
Showing search results for "zer-e-nazar"
Ghazal MATCHES FOR "zer-e-nazar"
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
baaruud se na bach sakaa vo KHud bhii ai 'nazar'
ye khel us kii maut kaa saamaan ban gayaa
Saeed Nazar
Ghazal
Saeed Nazar
Ghazal
talaash-e-rizq me.n khaate hai.n dhuul shahro.n kii
hu.ii thii shaam 'nazar' ham bhii ghar ga.e hote
Nazar Dwivedi
Ghazal
unvaa.n har aarzuu kaa ba-shart-e-nazar hu.aa
afsaana KHatm sab kaa tire naam par hu.aa
Jamil Nazar
Ghazal
jis jagah ki luTte hai.n qaafile mohabbat ke
ai 'nazar' suno apnaa us jagah baseraa hai
Nazar Aitawi
Ghazal
ai 'nazar' mohabbat me.n Gam se haarnaa kaisaa
jis tarah bhii mumkin ho zindagii bitaanii hai
Nazar Aitawi
Ghazal
ko.ii to aa.e nazar KHuun-e-jigar kaa lamha
ek misraa to kabhii 'miir' ke jaisaa likhkhuu.n
Arshad Nazar
Ghazal
faqiih-e-shahr se qat-e-nazar kabhii to 'nazar'
tuu mere ashk kii be-harf daastaa.n me.n utar
Arshad Nazar
Ghazal
baiThe ho vahii baat liye aaj 'nazar' tum
maazii ke shab-o-roz bhulaa kyo.n nahii.n dete
Saeed Nazar
Ghazal
lagtaa hai is zamii.n ke din aa ga.e hai.n nazdiik
baaliG-nazar mirii ye mahsuus kar rahii hai
Saeed Nazar
Ghazal
KHushii se jhuumne lagtaa thaa dil 'nazar' meraa
dayaar-e-Gair me.n jab bhii milaa vatan vaalaa