SEARCH RESULTS
Showing search results for "पानी"
Ghazal MATCHES FOR "पानी"
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
aag dozaKH kii bhii ho jaa.egii paanii paanii
jab ye aasii araq-e-sharm se tar jaa.e.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
pe.D mujhe hasrat se dekhaa karte the
mai.n jangal me.n paanii laayaa kartaa thaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
zo.af se girya mubaddal ba-dam-e-sard hu.aa
baavar aayaa hame.n paanii kaa havaa ho jaanaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
ham tere ho.nTo.n kii larzish kab bhuule hai.n
paanii me.n patthar phe.nke.n aur lahre.n dekhe.n
Tahzeeb Hafi
Ghazal
paanii paanii kar ga.ii mujko qalandar kii ye baat
tuu jhukaa jab Gair ke aage na man teraa na tan
Allama Iqbal
Ghazal
hairaa.n hai ka.ii roz se Thahraa hu.aa paanii
taalaab me.n ab kyuu.n ko.ii kankar nahii.n girtaa
Qateel Shifai
Ghazal
hotaa rahaa muqaabla paanii kaa aur pyaas kaa
sahraa umaD umaD pa.De dariyaa biphar biphar ga.e
Adeem Hashmi
Ghazal
paanii aa.nkh me.n bhar kar laayaa jaa saktaa hai
ab bhii jaltaa shahr bachaayaa jaa saktaa hai
Abbas Tabish
Ghazal
puuchhaa kisii ne haal kisii kaa to ro diye
paanii me.n aks chaa.nd kaa dekhaa to ro diye
Saghar Siddiqui
Ghazal
aisaa badlaa huu.n tire shahr kaa paanii pii kar
jhuuT boluu.n to nadaamat nahii.n hotii mujh ko