SEARCH RESULTS
Showing search results for ",KhEY"
Nazm MATCHES FOR ",KHey"
Nazm
farman-e-KHuda
jis khet se dahqaa.n ko mayassar nahii.n rozii
us khet ke har KHosha-e-gandum ko jalaa do
Allama Iqbal
Nazm
intisab
jis kii beTii ko Daaku uThaa le ga.e
haath bhar khet se ek a.ngusht paTvaar ne kaaT lii hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
dard aaega dabe panw
raat-bhar jin se tiraa KHuun-KHaraabaa hogaa
ja.ng Thahrii hai ko.ii khel nahii.n hai ai dil
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
parchhaiyan
ye khet jaag pa.De uTh kha.Dii hu.ii.n fasle.n
ab is jagah ko.ii kyaarii na bechii jaa.egii
Sahir Ludhianvi
Nazm
aaj ki shab to kisi taur guzar jaegi
vaqt parvaaz karegaa ki Thahar jaa.egaa
jiit ho jaa.egii yaa khel biga.D jaa.egaa
Parveen Shakir
Nazm
masjid-e-qurtuba
kaun sii vaadii me.n hai kaun sii manzil me.n hai
ishq-e-balaa-KHez kaa qaafla-e-saKHt-jaa.n
Allama Iqbal
Nazm
hiras
tere pairaahan-e-ra.ngii.n kii junuu.n-KHez mahak
KHvaab ban ban ke mire zehn me.n lahraatii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
aaKHiri KHat
aa.ogii mirii gor pe tum ashk bahaane
nau-KHez bahaaro.n ke hasii.n phuul cha.Dhaane
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mauzu-e-suKHan
ye hasii.n khet phaTaa pa.Dtaa hai jauban jin kaa!
kis liye in me.n faqat bhuuk ugaa kartii hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
taswir-e-dard
rulaataa hai tiraa nazzaara ai hindostaa.n mujh ko
ki ibrat-KHez hai teraa fasaana sab fasaano.n me.n