SEARCH RESULTS
Showing search results for "تلا"
Nazm MATCHES FOR "تلا"
Nazm
na-shanas
jis me.n ik samt dhu.ndalkaa thaa aur ik samt Gubaar
us taraazuu pe mire dard kaa saamaan tulaa
Mustafa Zaidi
Nazm
qila-e-akbarabad
kamlii hai tire dosh pe kyuu.n suurat-e-darvesh
jogii hai tiraa panth ki suufii hai teraa kesh
Ismail Merathi
Nazm
koi aane ka nahin ab
shahr ko dariyaa banaane pe tulaa hai
ab nahii.n maaluum ki ham kis jagah hai.n kaun hai.n ham
Khalid Karrar
Nazm
jamal
napaa-tulaa saa tabassum jachii hu.ii sii nazar
sanii sanii sii vo palke.n Gubaar-e-surmaa me.n
Masud Husain Khan
Nazm
yaqin ki ghair-fani saat
shaam ke aadhe badan par the shafaq ke kuchh graph
din churaane par tulaa thaa raat kaa tiira lihaaf
Mansoor Aafaque
Nazm
tum hi batao
kahii.n pe ye bhii likhaa hai tum ne
mai.n apnii manzil talaa luu.n ab
Aslam Noor Aslam
Nazm
lamp post
sastii quality kii KHushbuu me.n basii falaakat-zada suurate.n
ek do tilaa bas
Nasr Ghazali
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
ab bhii dilkash hai tiraa husn magar kyaa kiije
aur bhii dukh hai.n zamaane me.n mohabbat ke sivaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shikwa
tujh ko ma.aluum hai letaa thaa ko.ii naam tiraa
quvvat-e-baazu-e-muslim ne kiyaa kaam tiraa
Allama Iqbal
Nazm
wa-yabqa-wajh-o-rabbik (hum dekhenge)
ham mahkuumo.n ke paa.nv-tale
jab dhartii dha.D-dha.D dha.Dkegii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jawab-e-shikwa
aa.ii aavaaz Gam-a.ngez hai afsaana tiraa
ashk-e-betaab se labrez hai paimaana tiraa
Allama Iqbal
Nazm
kabhi kabhi
tire jamaal kii ra.anaa.iyo.n me.n kho rahtaa
tiraa gudaaz-badan terii niim-baaz aa.nkhe.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
mujhse pahle
mujh se pahle tujhe jis shaKHs ne chaahaa us ne
shaayad ab bhii tiraa Gam dil se lagaa rakkhaa ho
Ahmad Faraz
Nazm
yaad
dasht-e-tanhaa.ii me.n duurii ke KHas o KHaak tale
khil rahe hai.n tire pahluu ke saman aur gulaab
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mere hamdam mere dost!
gar miraa harf-e-tasallii vo davaa ho jis se
jii uThe phir tiraa uj.Daa hu.aa be-nuur dimaaG
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ye meri ghazlen ye meri nazmen
hazaar Gam the jo zindagii kii
talaash me.n the ye jaantaa huu.n
Ahmad Faraz
Nazm
andesha
baat niklegii to phir duur talak jaa.egii
log be-vaj.h udaasii kaa sabab puuchhe.nge