SEARCH RESULTS
Showing search results for "ریاضت"
Nazm MATCHES FOR "ریاضت"
Nazm
aadmi-nama
hattaa ki apne zohd-o-riyaazat ke zor se
KHaaliq se jaa milaa hai so hai vo bhii aadmii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
ek mulaqat
rukii to aaise ki jaise tirii riyaazat ko
ab is samar se ziyaada samar mile na mile
Sahir Ludhianvi
Nazm
gautam-budh
kii riyaazat raat-din dil kii tasallii ke liye
jaa-ba-jaa phirte rahe kii.n murshido.n kii KHidmate.n
Maikash Akbarabadi
Nazm
main na kahta tha tum se
mai.n na kahtaa thaa tum se rah me.n chho.D jaa.ogii
ishq ik riyaazat hai kaise Thair paa.ogii
Abu Bakr Abbad
Nazm
mahatma-gandhi
sila thaa terii riyaazat kaa sub.h-e-aazaadii
vo sub.h jis ko Gulaamo.n ne na.ng-e-shaam kiyaa
Ravish Siddiqi
Nazm
akaD shah aur mah-e-ramzan
kahaa sab se mujh ko ba.De kaam hai.n
ibaadat riyaazat ke ayyaam hai.n
Mohammad Osama Sarsari
Nazm
khiDki
khi.Dkii aaKHir kisii bhii samt ko khul saktii hai
merii riyaazat merii mohabbat
Ambarin Salahuddin
Nazm
aagahi ki dua
go ba-zaahir ibaadat kii aadat nahii.n hai
ri.nd-mashrab huu.n zohd-o-riyaazat se raGbat nahii.n hai
Waheed Akhtar
Nazm
zindagi
be-naam KHvaahisho.n kii riyaazat se thak ga.e
ham log terii vaqtii mohabbat se thak ga.e
Syed Konain Haider Kazmi
Nazm
jiwan mein hariyali
ham pe.D lagaa.e.nge maahaul banaa.e.nge
pe.D lagaa kar jiivan me.n KHush-haalii laa.e.nge
Riyazat Ali Shaiq
Nazm
ramzan aaya
ai rab qubuul kar le momin kii ye riyaazat
apne nabii ke sadqe me.n de de sab ko jannat
Mehdi Pratapgarhi
Nazm
sita
rahii saalahaa saal tuu jaada-paimaa
ye dhun thii ki tai ho.n riyaazat kii raahe.n