SEARCH RESULTS
Showing search results for "مرقع"
Nazm MATCHES FOR "مرقع"
Nazm
zalzala
ek muKHtaar ho, aura.ng-e-jahaa.nbaanii kaa
ik muraqqa.a ho Gam-o-ra.nj-o-pareshaanii kaa
Shakeel Badayuni
Nazm
marsiya-e-dehli-e-marhum
sohbate.n aglii musavvar hame.n yaad aa.e.ngii
ko.ii dilchasp muraqqa.a na dikhaanaa hargiz
Altaf Hussain Hali
Nazm
hum
ki aadmii aadmii kaa dozaKH banaa hu.aa hai
ajab tazaadaat kaa muraqqa.a hai aadmii bhii
Zia Jalandhari
Nazm
zaban jis ko har ek bole usi ka nam hai urdu
muraqqa.a hai hasii.n tahriik-e-afsaanii ke KHaako.n kaa
mukammal ijtimaa-e-gauhar-ayyaam hai urdu
Majid-ul-Baqri
Nazm
marsiya-e-dehli 4
sohbate.n aglii musavvir hame.n yaad aa.e.ngii
ko.ii dilchasp muraqqa.a na dikhaanaa hargiz
Altaf Hussain Hali
Nazm
mazdur
dekh ai qaaruun-e-aazam dekh ai sarmaaya-daar
naa-muraadii kaa muraqqa.a be-kasii kaa shaahkaar
Seemab Akbarabadi
Nazm
rumuz-e-mohabbat
miraa bayaa.n thaa muraqqa.a mirii KHajaalat kaa
har ek harf me.n thaa Gairiyat kaa afsaana
Asar Sahbai
Nazm
ganga
tujh pe suuraj kii shu.aa.e.n hai.n nisaar
husn-o-KHuubii kaa muraqqaa hai bahaar
Saqib Kanpuri
Nazm
shair aur musawwir
kaash de saktaa tujhe husn-e-basiirat teraa fan
har muraqqa.a teraa ban jaataa KHud apnii anjuman
Aleem Jahangir
Nazm
muraqqa-e-ibrat
gor-o-marqad pe yuu.nhii sair ko aate ho.nge
aur siino.n me.n liye hasrat-o-armaa.n ho.nge
Lala Anoop Chand Aaftab Panipati
Nazm
jasus dost
tujh se mil kar aaj mujh ko madrasa yaad aa gayaa
phir vo tiflii kaa muraqqaa dil miraa ta.Dpaa gayaa
Ali Manzoor Hyderabadi
Nazm
ganga ka kinara
vo husn kii tasviir vo KHuubii kaa muraqqaa
zaahid bhii jo dekhe na rahe zabt kaa yaaraa
Syed Mehmood Hasan Qaisar Amrohvi
Nazm
tamiri taKHrib
ye muraqqaa hai agar 'naKHshab' na.ii tahziib kaa
rang aataa hai nazar ta.amiir me.n taKHriib kaa
Nakhshab Jaarchawi
Nazm
tahzib
ye aabaa kii aqdaar kaa ik muraqqaa
jise vaqt kii ek yalGaar-e-paiham miTaatii rahii
Ejaz Farooqi
Nazm
jawab-e-shikwa
ishq thaa fitnagar o sarkash o chaalaak miraa
aasmaa.n chiir gayaa naala-e-bebaak miraa